Ankhon Mein Tum Dil Mein Tum Ho
Aankhon mein tum...
Aankhon mein tum, dil mein tum ho
Tumhari marji, maano ke na maano
Are, maano ke na maano
Kab se ye dil, dil tumhara
Ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano
Are, jaano ke na jaano
Ho, dil ko teri hi aarzu
Dil ko teri hi aarzu
Dil ke sheeshe mein tu hi tu
Teri aarzu dil mein hai tu (na-ra-ve, ae, aa-pa-pa-pa-pa)
Hey, teri aarzu dil mein hai tu
Main na raha main, tu nahi tu
Ulfat kar gayi mantar chhu
Aankhon mein tum, dil mein tum ho
Tumhari marji, maano ke na maano
Are, maano ke na maano
Kab se ye dil, dil tumhara
Ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano
Are, jaano ke na jaano
Oo, yun samajh lo hai tumse pyar
Yun samajh lo hai tumse pyar
Ab to khush ho, jaan-e-bahar
Tumse hai pyar, jaan-e-bahar
Tumse hai pyar, jaan-e-bahar
Tumpe ye dil kar diya nisar
Milte-milte mil gaye taar, ho, ho
Aankhon mein tum, dil mein tum ho
Tumhari marji, maano ke na maano
Are, maano ke na maano
Kab se ye dil, dil tumhara
Ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano
Are, jaano ke na jaano
Ho, hum zamane se bekhabar
Hum zamane se bekhabar
Hum kahaan, dil gaya kidhar?
Kise hai khabar, dil hai kidhar? (Haay, haaye, yaayi, yo)
Kise hai khabar, dil hai kidhar?
Ulfat ka lo dekho asar
Hum aangan mein, dil chhat par
Aankhon mein tum, dil mein tum ho
Tumhari marji, maano ke na maano
Are, maano ke na maano
Kab se ye dil, dil tumhara
Ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano
Are, jaano ke na jaano
Aankhon mein tum, dil mein tum ho
Tumhari marji, maano ke na maano
Are, maano ke na maano
Kab se ye dil, dil tumhara
Ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano
Are, jaano ke na jaano
Ho, dil ko teri hi aarzu
Dil ko teri hi aarzu
Dil ke sheeshe mein tu hi tu
Teri aarzu dil mein hai tu (na-ra-ve, ae, aa-pa-pa-pa-pa)
Hey, teri aarzu dil mein hai tu
Main na raha main, tu nahi tu
Ulfat kar gayi mantar chhu
Aankhon mein tum, dil mein tum ho
Tumhari marji, maano ke na maano
Are, maano ke na maano
Kab se ye dil, dil tumhara
Ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano
Are, jaano ke na jaano
Oo, yun samajh lo hai tumse pyar
Yun samajh lo hai tumse pyar
Ab to khush ho, jaan-e-bahar
Tumse hai pyar, jaan-e-bahar
Tumse hai pyar, jaan-e-bahar
Tumpe ye dil kar diya nisar
Milte-milte mil gaye taar, ho, ho
Aankhon mein tum, dil mein tum ho
Tumhari marji, maano ke na maano
Are, maano ke na maano
Kab se ye dil, dil tumhara
Ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano
Are, jaano ke na jaano
Ho, hum zamane se bekhabar
Hum zamane se bekhabar
Hum kahaan, dil gaya kidhar?
Kise hai khabar, dil hai kidhar? (Haay, haaye, yaayi, yo)
Kise hai khabar, dil hai kidhar?
Ulfat ka lo dekho asar
Hum aangan mein, dil chhat par
Aankhon mein tum, dil mein tum ho
Tumhari marji, maano ke na maano
Are, maano ke na maano
Kab se ye dil, dil tumhara
Ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano
Are, jaano ke na jaano
Credits
Writer(s): Shailendra, Salil Chowdhari
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.