TU HI HAI (S.Y.N.C.)
Tu hi hai Tu hi hai Tu hi hai zindegi
Tu hi hai Tu hi hai Tu hi hai bandegi
Har baaton mein khayalon mein
Tu hai in sawaalo mein
Dhunda tujhe har taraf dil
Uljhi huyi in raahon mein
Yeh haqiqat hai sapna nahi
Yeh main jaanu na tu jaane
Meri baatein yeh jhuta nahi
Tera dil kyun na mane
Har baaton mein khayalo mein
Tu hai in sawaalo mein
Dhunda tujhe har taraf dil
Uljhi huyi in raahon mein
Tere hi taalash mein yun
Betein hai zamane
Jaise pyasa koi rahi dhunde
Sawaan ke thikane
Yeh haqiqat hai sapna nahi
Yeh main jaanu na tu jaane
Hai mohabbat hai yeh bandegi
Yeh tu mane ya na mane
Tu hi hai zindegi tu hi hai bandegi
Tu hi hai sab mera
In sawaalo mein mere khayalo mein
Tu hi rab mera
Tu hi hai zindegi tu hi hai bandegi
Tu hi hai sab mera
In sawaalo mein mere khayalo mein
Tu hi rab mera
Tu hi hai Tu hi hai Tu hi hai zindegi
Tu hi hai Tu hi hai Tu hi hai bandegi
Tere chune se samjhane se
Paas ane se dur jane se
Tere yunhi muskurane se
Paya zindegi in ankhon mein
Khamoshiyon mein teri parchayean
Naseele lamhe na jaane kyun hai khafa
Ankhen teri hone na de unse juda
Kabhi yunhi zajbaton mein tujhe hi chu liya
Bheege huye palke meri tanha chup se hai
Sadiyaan kare intezar tera nishan na mile
Tu hi hai zindegi tu hi hai bandegi
Tu hi hai sab mera
In sawaalo mein mere khayalo mein
Tu hi rab mera
Tu hi hai zindegi tu hi hai bandegi
Tu hi hai sab mera
In sawaalo mein mere khayalo mein
Tu hi rab mera
Tere chune se samjhane se
Paas ane se dur jane se
Tere yunhi muskurane se
Paya zindegi in ankhon mein
Tu hi hai Tu hi hai Tu hi hai bandegi
Har baaton mein khayalon mein
Tu hai in sawaalo mein
Dhunda tujhe har taraf dil
Uljhi huyi in raahon mein
Yeh haqiqat hai sapna nahi
Yeh main jaanu na tu jaane
Meri baatein yeh jhuta nahi
Tera dil kyun na mane
Har baaton mein khayalo mein
Tu hai in sawaalo mein
Dhunda tujhe har taraf dil
Uljhi huyi in raahon mein
Tere hi taalash mein yun
Betein hai zamane
Jaise pyasa koi rahi dhunde
Sawaan ke thikane
Yeh haqiqat hai sapna nahi
Yeh main jaanu na tu jaane
Hai mohabbat hai yeh bandegi
Yeh tu mane ya na mane
Tu hi hai zindegi tu hi hai bandegi
Tu hi hai sab mera
In sawaalo mein mere khayalo mein
Tu hi rab mera
Tu hi hai zindegi tu hi hai bandegi
Tu hi hai sab mera
In sawaalo mein mere khayalo mein
Tu hi rab mera
Tu hi hai Tu hi hai Tu hi hai zindegi
Tu hi hai Tu hi hai Tu hi hai bandegi
Tere chune se samjhane se
Paas ane se dur jane se
Tere yunhi muskurane se
Paya zindegi in ankhon mein
Khamoshiyon mein teri parchayean
Naseele lamhe na jaane kyun hai khafa
Ankhen teri hone na de unse juda
Kabhi yunhi zajbaton mein tujhe hi chu liya
Bheege huye palke meri tanha chup se hai
Sadiyaan kare intezar tera nishan na mile
Tu hi hai zindegi tu hi hai bandegi
Tu hi hai sab mera
In sawaalo mein mere khayalo mein
Tu hi rab mera
Tu hi hai zindegi tu hi hai bandegi
Tu hi hai sab mera
In sawaalo mein mere khayalo mein
Tu hi rab mera
Tere chune se samjhane se
Paas ane se dur jane se
Tere yunhi muskurane se
Paya zindegi in ankhon mein
Credits
Writer(s): Shubhadeep Dasgupta
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.