Bekal

Kya kahoon main kya karoon
Kehna tha kya bhool gaya
Uljhano ki goonj mein
Teri sunna bhool gaya
Aate Jaate mil jaate hain
Saw Saw waade karne wale
Par mushkil se mil paate hain
Jo baatein waadon ko
Aadhe Aadhe
Mann ye zyada Bekal sa
Tera chehra ek hal sa
Mann ye zyada Bekal sa
Tera chehra ek hal sa
Kya kahoon main kya karoon
Anjaana ek raah me tanha
Hosh ki khabar liye
Beeta lamha lamha tha
Aate jaate tujhse seekha
Jeene ka harr taur tareeka
Tere bin hai pheeka pheeka
Ye anjaana jo ab jaana sa hai
Mann ye zyada Bekal sa
Tera chehra ek hal sa
Baat me teri itna asar kyun hai
Gar juda hon baatein keher kyun hai
Baat baaki sabki kyun naakam hai
Kyun ye laati baatein teri sukoon ka paigam hai
Aate jaate mil jaate hain
Roothe hon to behlaate hain
Aise hi to paas aate hain
Jo Tujhse hon to hon aasaan baatein
Mann ye zyada Bekal sa
Tera chehra ek hal sa
Mann ye zyada Bekal sa
Tera chehra ek hal sa



Credits
Writer(s): Aditya Kalway
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link