Bantai

Haha sunn!
Bitch we the mutant
Area mein fatke bhi lagate the
Ek samay Bantai
Ab bade huye dimaag se
Aur lade Bantai
Zindagi se aur khud ke dum pe
Aaj khade Bantai
12vi tak shiksha liya
Acche se padhe Bantai
Angreji bhi apne hisab se hi chale Bantai
Maa baap ne woh sab dilaya
Jo jo jo jo mangtai
Bada gadha hua ghar se
Paisa kayeko mangtai
Agar sharam naam ki cheez hai
To phir samajh Bantai
Seedhiyan banao khud ki
Aur phir chadho Bantai
Main to media se door
Mat lado Bantai
Yede ki ginti mein nahi lena
Kisi ko Bantai
Koi paise bacha ke
Paidal chal ke ja raha Bantai

Bolo aur Bantai
Kisko aur mangtai
Public ko kam padte gaane
Bole aur mangtai
Aur Bantai kisko aur mangtai
Ek hi raat mein 4-5-6-6
Gaana ban taai

Bolo aur Bantai
Kisko aur mangtai
Public ko kam padte gaane
Bole aur mangtai
Aur Bantai kisko aur mangtai
Ek hi raat mein 4-5-6-6
Gaana ban taai

Koi ameer koi gareeb
Koi fakeer Bantai
Koi lakeer se wazir
Koi taqdeer se Bantai
Zarorrat ke mauke pe
Koi na haazir hai Bantai
Do din ka pyar paale
Kheechenge tasveer yeh Bantai
Khud ki galti nai dikhti
Kisi ko sach hai Bantai
Sach bolega to ghoome yahan
Bach ke Bantai
Agar imaandari se jee rahe
Toh haq hai Bantai
Jawab maangega to denge
Seedha rakh ke Bantai
Kismat nai Bantai
Yeh kudrat hai Bantai
Gaana banane ka 24 ghante
Latt hai Bantai
Tu galat hai Bantai
Ya phir sahi hai Bantai
Yeh baat jaanta hai khud toh
Tu nahi hai Bantai
Mujhe maza aa raha jeene mein
Sab mast hai Bantai
Bas bura laga dekh ke
Sab vyast hain Bantai
Koi pyar nahi jata raha
Sab log phans gaye Bantai
Log hass ke lagate
Sirf maske Bantai

Bolo aur Bantai
Kisko aur mangtai
Public ko kam padte gaane
Bole aur mangtai
Aur Bantai kisko aur mangtai
Ek hi raat mein 4-5-6-6
Gaana ban taai

Bolo aur Bantai
Kisko aur mangtai
Public ko kam padte gaane
Bole aur mangtai
Aur Bantai kisko aur mangtai
Ek hi raat mein 4-5-6-6
Gaana ban taai chal

Mehnat karna seekho
Kaamyabi aayega apne aap
Dusro ko dekh ke jaloge
Toh khud ban jaoge rakh
Kholo aankh duniya mein
Pyar ki kami hai
Aage badhna seekho
Zindagi mein kyun wahi hai
Ghar pe papa aur mummy hain
Zindagi sahi hai meri
Tu bhi kar sakta hai
Panna palat jaake teri
Galat raasta leke
Badhne mein na lagti deri
Lekin aisi zindagi main
Insaan khush nahi rehta daily

True talk!
Hip-hop ko sahi raaste pe leke jaate hain
Jab zarorrat hai tab sirf shot dete hain
Baaki time mein poori public ko apun acchi thought dete hain
Peace out hahaha



Credits
Writer(s): Mohd Bilal Shaikh
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link