O Mere Sapno Ki Rani
Woh hasti hai sabko hasati bhi hai
Woh khul kar jeena sikhati bhi hai
Na jane kyu sabki fikr karti woh
Khud hi ko bhool woh jaati bhi hai
Vo maasoom pyari si maa hai meri
Vo bholi si bhali si maa hai meri
Maa mai hu teri aankhon ka tara
Chanda sa tune mujhko nikhara
Aanchal mai apne bitha-ke o meri maa
Maa hi ne bachpan hai mera sanwara
Jeevan bhi apna mujh par hai wara
Hai sab se pyari tu mujhko o meri maa
Ha thap-thap karke uska sulana
Mere kaano me mithi lori ka gana
Subha ko dhoop jab cham-cham kar aae
Rakh haath maathe par mujhko jagana
Vo maasoom pyari si maa hai meri
Vo bholi si bhali si maa hai meri
Ghadi bhar bhi mujhko akela na chhoda
Jab-jab bhi mujhko, dar lagta thoda
Har dar se ladna sikhati o meri maa
Ungli pakad kar chalna sikhaya
Kadam dagmagaaye, sambhalna sikhaya
Gir kar phir uthna sikhaya o meri maa
Jab chhoti baaton pe mai rooth jaau
Mujhko manaane woh baatein banaaye
Rootha hua main jab bhi na maanu
Gusse me mujhko vo aankhein dikhaye
Vo maasoom pyari si maa hai meri
Vo bholi si bhali si maa hai meri
Woh khul kar jeena sikhati bhi hai
Na jane kyu sabki fikr karti woh
Khud hi ko bhool woh jaati bhi hai
Vo maasoom pyari si maa hai meri
Vo bholi si bhali si maa hai meri
Maa mai hu teri aankhon ka tara
Chanda sa tune mujhko nikhara
Aanchal mai apne bitha-ke o meri maa
Maa hi ne bachpan hai mera sanwara
Jeevan bhi apna mujh par hai wara
Hai sab se pyari tu mujhko o meri maa
Ha thap-thap karke uska sulana
Mere kaano me mithi lori ka gana
Subha ko dhoop jab cham-cham kar aae
Rakh haath maathe par mujhko jagana
Vo maasoom pyari si maa hai meri
Vo bholi si bhali si maa hai meri
Ghadi bhar bhi mujhko akela na chhoda
Jab-jab bhi mujhko, dar lagta thoda
Har dar se ladna sikhati o meri maa
Ungli pakad kar chalna sikhaya
Kadam dagmagaaye, sambhalna sikhaya
Gir kar phir uthna sikhaya o meri maa
Jab chhoti baaton pe mai rooth jaau
Mujhko manaane woh baatein banaaye
Rootha hua main jab bhi na maanu
Gusse me mujhko vo aankhein dikhaye
Vo maasoom pyari si maa hai meri
Vo bholi si bhali si maa hai meri
Credits
Writer(s): Shivansh Mathur
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.