Ghum Hoon

Ungli uthata fir raha tha main zamane pe
Mann jo jhaanka apna na farak zamane se
Galtiyon ka putla main bhi unsa hi bana
Sochun hoke raakh udd jaun zamane se
Karmo se apne aansu deke
Ye aankh kaise mila sakun
Karmo se apne zakhm deke
Fir kya marham main laga sakun

Ab ghum hoon
Sukoon na mile hai mujhe
Ab ghum hoon
Hain khud se ye kaise gile

Ghira sawaalo se
Shaq hai iraado pe
Insaan main kaisa
Acha ya bana hun kaaton se
Lagte hain chehre do
Badle rawiye kyon
Dil ka hu khaaali
Ya fir hu bhara jazbaaton se

Ghira sawaalo se
Shaq hai iraado pe
Insaan main kaisa
Acha ya bana hun kaaton se
Lagte hain chehre do
Badle rawiye kyon
Dil ka hu khaaali
Ya fir hu bhara jazbaaton se

Jab tha samay tab khudko roka na
Oddh parda ghamand ka bola kya socha na
Na hota gumshuda to unko yun main khota na
Ab baatein kar badhi mil jayega na mauka yaha
Kyu dard deta hu apno ko
Main kyu apno ka hi hu na saga
Jo khushiyan dene chale the mujhko
Kyu unko firse rulaa diyaa

Ghira sawaalo se
Shaq hai iraado pe
Insaan main kaisa
Acha ya bana hun kaaton se
Lagte hain chehre do
Badle rawiye kyon
Dil ka hu khaaali
Ya fir hu bhara jazbaaton se

Ghira sawaalo se
Shaq hai iraado pe
Insaan main kaisa
Acha ya bana hun kaaton se
Lagte hain chehre do
Badle rawiye kyon
Dil ka hu khaaali
Ya fir hu bhara jazbaaton se



Credits
Writer(s): Vivek Sharma
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link