Tu Saath Hai
Hey Prabhu
Tere paas main aata hun
Kyunki Tu
Mere dil ki Khwaaish
Apna sab kuch dekar
Tujhe paane ko
Hey Prabhu
Main daud aaya hun
Jaise hirni paani ko tarasti hai
Waise meri rooh tujhko tarse
Tujhse alag hokar main
Kahaan jaaun
Tere pyaar ke saagar mein
Khud ko doobta paaun
Jab bhi kabhi main girun
Tab tujhe pukaarun
Au tere Anugrah ke saaye mein
Khud ko paaun
Kiyunki Tu Saath hai
Tu saath hai
Mere Yeshu
Har ek din
Yeshu tu saath rahe
Aur mere andhiyaaron mein
Tu mere saath Chale
Dukh aur Dard mein
Tu mera haath
Kabhi na chodega
Hey Prabhu
Tu daud aayega
Jaise hirni paani ko tarasti hai
Waise meri rooh tujhko tarse
Tujhse alag hokar main
Kahaan jaaun
Tere pyaar ke saagar mein
Khud ko doobta paaun
Jab bhi kabhi main girun
Tab tujhe pukaarun
Au tere Anugrah ke saaye mein
Khud ko paaun
Na Chodega mujhe
Na tyaagega mujhe
Na Chodega mujhe
Na tyaagega mujhe
Na Chodega Tuje
Aur na tyaagega Tuje
Na Chodega Tuje
Aur na tyaagega Tuje
Na Chodega mujhe
Aur na tyaagega mujhe
Na Chodega mujhe
Aur na tyaagega mujhe
Na Chodega Tuje
Aur na tyaagega Tuje
Prabhu
Emmanuel
Tujhse alag hokar main
Kahaan jaaun
Tere pyaar ke saagar mein
Khud ko doobta paaun
Jab bhi kabhi main girun
Tab tujhe pukaarun
Au tere Anugrah ke saaye
Mein khud ko paaun
Tujhse alag hokar main
Kahaan jaaun
Tere pyaar ke saagar mein
Khud ko doobta paaun
Tere Anugrah ke saaye
Mein khud ko Chupaaun
Kyuki Tu Hi
Hai Saath Mere
Tere paas main aata hun
Kyunki Tu
Mere dil ki Khwaaish
Apna sab kuch dekar
Tujhe paane ko
Hey Prabhu
Main daud aaya hun
Jaise hirni paani ko tarasti hai
Waise meri rooh tujhko tarse
Tujhse alag hokar main
Kahaan jaaun
Tere pyaar ke saagar mein
Khud ko doobta paaun
Jab bhi kabhi main girun
Tab tujhe pukaarun
Au tere Anugrah ke saaye mein
Khud ko paaun
Kiyunki Tu Saath hai
Tu saath hai
Mere Yeshu
Har ek din
Yeshu tu saath rahe
Aur mere andhiyaaron mein
Tu mere saath Chale
Dukh aur Dard mein
Tu mera haath
Kabhi na chodega
Hey Prabhu
Tu daud aayega
Jaise hirni paani ko tarasti hai
Waise meri rooh tujhko tarse
Tujhse alag hokar main
Kahaan jaaun
Tere pyaar ke saagar mein
Khud ko doobta paaun
Jab bhi kabhi main girun
Tab tujhe pukaarun
Au tere Anugrah ke saaye mein
Khud ko paaun
Na Chodega mujhe
Na tyaagega mujhe
Na Chodega mujhe
Na tyaagega mujhe
Na Chodega Tuje
Aur na tyaagega Tuje
Na Chodega Tuje
Aur na tyaagega Tuje
Na Chodega mujhe
Aur na tyaagega mujhe
Na Chodega mujhe
Aur na tyaagega mujhe
Na Chodega Tuje
Aur na tyaagega Tuje
Prabhu
Emmanuel
Tujhse alag hokar main
Kahaan jaaun
Tere pyaar ke saagar mein
Khud ko doobta paaun
Jab bhi kabhi main girun
Tab tujhe pukaarun
Au tere Anugrah ke saaye
Mein khud ko paaun
Tujhse alag hokar main
Kahaan jaaun
Tere pyaar ke saagar mein
Khud ko doobta paaun
Tere Anugrah ke saaye
Mein khud ko Chupaaun
Kyuki Tu Hi
Hai Saath Mere
Credits
Writer(s): Michael Fernandes
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.