Naa. J

Naa jaane kyu
Yeh dil mera
Masti mein
Jhoomne laga

Koi toh
Yeh bta do
Kya hai yeh
Silsila

Na jaane kyu

Kabhi aisa na laga
Sab naya naya sa
Hawaaon mein yeh shaam hai khoyi
Main udne laga

Naa jaane kyu
Yeh dil mera
Masti mein
Jhoomne laga

Naa jaane kyu
Naa jaane kyu



Credits
Writer(s): Nirmaan Joshi
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link