Kasoor Mera

Khushnuma si hi
Vo Subah bhi thi
Sang mere tha saath jab tera

Hai kya khata hui
Tu saath ab nahi
Batade ab kasoor mera

Dhundu ab tujhe kaha
Kaha hai tu, tu hi bata
Hai jeena dushwaar ab yahan

Sitaaro ki mehfil me tu
Ya chun liya naya jahaan
Dikhaade mujhko koi raasta

Saal bhar se main
Tere intezaar mein
Jaane hoga kab deedar tera

Hai kya khata hui
Tu saath ab nahi
Bataade ab kasoor mera

Saal bhar se main
Tere intezaar mein
Jaane hoga kab deedar tera

Hai kya khata hui
Tu saath ab nahi
Bataade ab kasoor mera

Yaad hai mujhe vo din jab tujhe dekha
Aesa hi kuch besabar sa, vo pal tha
Yun hi taras rahi hai aaj, aankhein meri
Aake meri ruh ko tu, karde riha

Roshni hai tu meri
Main chaand jaisa jala
Kya tere bin wajood mera
Tu us Jahan se lot ya
Bulaale mujhko vahan
Jaaun kaha main tere bina

Saal bhar se main
Tere intezaar mein
Jaane hoga kab deedar tera

Hai kya khata hui
Tu saath ab nahi
Bataade ab kasoor mera

Saal bhar se main
Tere intezaar mein
Jaane hoga kab deedar tera

Hai kya khata hui
Tu saath ab nahi
Bataade ab kasoor mera



Credits
Writer(s): Dhruv Goel
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link