Do Lafzon Ki Hai Dil Ki Kahani - Asha Bhosle

Do lafzon kee hai dil kee kahaani
Ya hai mohabbat? ya hai javanee?
Do lafzon kee hai dil kee kahaani
Ya hai mohabbat? ya hai javanee?
La-la-la-la, la-la-la-la-la-la

Amore mio
Il tempo vola
Prendilo, prendilo
Amore mio

Dil kee baathon ka matlab naa pucho
Kuch aur humse bas ab naa pucho
Dil kee baathon ka matlab naa pucho
Kuch aur humse bas ab naa pucho
La-la-la-la, la-la-la-la-la-la

Jiske liye hai duniyaa deewaanii
Ya hai mohabbat? ya hai javanee?

Ye kashtee waalaa kya ga raha tha?
Koyi ise bhee yaad aa raha tha
Ye kashtee waalaa kya ga raha tha?
Koyi ise bhee yaad aa raha tha
La-la-la-la, la-la-la-la-la-la

Qisse puraane, yaaden puraanee
Ya hai mohabbat? ya hai javanee?

Is zindagi ke din kithne kam hain
Kitni hai khushiyaan aur kithne gam hain
Is zindagi ke din kithne kam hain
Kitni hai khushiyaan aur kithne gam hain
La-la-la-la, la-la-la-la-la-la

Lagaa jaa gale se, rut hai suhaani
Ya hai mohabbat? ya hai javanee?
Do lafzon kee hai dil kee kahaani
Ya hai mohabbat? ya hai javanee?

La-la-la-la-la, la-la-la-la-la-la
La-la-la-la-la-la, la-la-la-la-la-la
La-la-la-la-la, la-la-la-la-la-la
La-la-la-la-la-la



Credits
Writer(s): Anand Bakshi, Rahul Dev Burman
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link