Tum Ho Meri Jaan

Kaise kahu main tujhse ye ki kaisa sochtha hoon main
Bolo naa tum zaraa
Tum ho yahaan mere paas, meri kahaani kee khaas
Boluun kya main jaraa?

Aankhon mein meri aankhen daal
Bayaan naa karen jo lafz ye khaas
Ishaaron mein main karoon vo baath tujhse-tujhse

Ki tum ho meri jaan
Bolta samaa hai ye har dafaa
Ki tum ho meri jaan
Dil kee taaren judin hain, kar naa kafa

Aur tum se hai jahaan
Too naa ho to ye aakhiree daastaan hai
Tum ho meri jaan
Too naa ho to main kahaan?

Kaise kahoon main tujhse ye hazaaron, ye baathen jo hain
Bolo naa tum zaraa
Tum ho yahaan mere paas, doori hai par alag hai baath
Boluun kya main jaraa?

Daraa, sahamaa sa rahata hoon main
Likh kar jo kehna, kehtha hoon main
Too suntee hai kya, bataa to ye zaraa-zaraa?

Ki tum ho meri jaan
Bolta samaa hai ye har dafaa
Ki tum ho meri jaan
Dil kee taaren judin hain, kar naa kafa

Aur tum se hai jahaan
Too naa ho to ye aakhiree daastaan hai
Tum ho meri jaan
Too naa ho to main kahaan?



Credits
Writer(s): Dhruv Kapoor
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link