Tu Nahi Tha

Yeh farebi mukhaute, Tune jitne dikhaye
in dakaito me sachcha kaun tha
Girvi lafzo ko rakh kar
Chhin li ruh meri
Un lutero me achha kaun tha
Teri khushi tuhi sahi
Harbaar kyu sochu yahi
Saath soya tu mere
Chain se nind leke
Maine aankhein kholi to
Tu Nahi Tha
Saath soya tu mere
Chain se nind leke
Maine aankhe kholi to
Tu Nahi Tha

Rishton ki in deewaron par
Yaadon ki kuchh Tasvire hai
Un tasveeron me aks tera mera
Yaad nahi ya fir
Zameer farebi hai
Aye bekhabar yuu na badal
Insaan ban ab to sambhal
Aata hai kya tujh ko mazaa
Deke mujhe har pal me Gham
Roya tere liye mai
Tujhko aankho me bhar ke
Sukhe aansu mere par
Tu Nahi Tha
Sath Soya tu mere
Chain se nind leke
Maine aankhein kholi to
Tu Nahi Tha

Masumiyat karke dafan
Chehre pe na halki shikanj
Ab to bata aye bereham
Kitno ke tode tune bharam
Aaya tere liye mai
Zindagi apni kho kar
Dikha saaya tere par
Tu Nahi Tha
Tu nahi Tha
Tu Nahi hai
Tu nahi tha
Nahi hai na hoga
Tu nahi tha
Tu nahi hai
Tu nahi tha nahi hai na hoga
Tu nahi tha Tu nahi hai
Tu nahi tha nahi hai na hoga
Tu nahi tha Tu nahi hai
Tu nahi tha nahi hai na hoga



Credits
Writer(s): Charwak Madhuri
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link