Yeh Zindagi

Hmmmmmmmmm
Hmmmmmm hmmmmmmm

Hmmmmmmmmm
Hmmmmmm hmmmmmmm

Bante bichadte hai rishtein
Kyu dubti hai yeh kishtein
Lakhon ki bhid main bhi kyu
Kuch log hi hai haan milte

Hmmmmmmmmm
Hmmmmmm hmmmmmmm

Bante bichadte hai rishtein
kyu dubti hai yeh kishtein
Lakhon ki bhid main bhi kyu
Kuch log hi hai haan milte
Milon ka lamba safar kyu
Manzil se yeh bhala hai
Cehre pe sabke hai khushiyan
Dil mai kyu phir yeh gila hai
Yeh zindagi
Aisi hai kyu tum bolo
Kya aise hi jeena hai jeena hai
Yeh zindagi
Aisi hai kyu tum bolo
Kya aise hi jeena hai jeena hai

Tu hi bata de aae zindagi
Kya tere bahane the
Kehte the woh na honge hum juda
Kya woh bas fasane the
koi mere palko main kyu
Sapne basake hai le gaya
Kyu tanha rahon main
Mujhko woh kyu apna laga
Mujhse hui kyu yeh khata
Mere khuda
Kyu bewafa se hi wafa hai haan karte
Kyu yeh gila peena hai peena hai
Yeh zindagi
Aisi hai kyu tum bolo
Kya aise hi jeena hai jeena hai

Hamne suni thi zamane se
Kahani yeh ek purani
Sachai ka sab dum bharte the
Kehte the yeh hai zindagani
Par ankhein kholi toh
Sachai ka ghar na mila
Dhoondha sari duniya main
Mujhko hi main hun na mila
Khudse hi sach kyu na kaha
Tu de bata
Yeh jhoot hum
Khduse kahenge kab tak
Kyu yeh daga
Sehna hai sehna hai
Yeh zindagi
Aisi hai kyu tum bolo
Kya aise hi jeena hai jeena hai
Yeh zindagi
Aisi hai kyu tum bolo
Kya aise hi jeena hai jeena hai

Hmmmmmmmmm
Hmmmmmm hmmmmmmm



Credits
Writer(s): Dhruv Gurung
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link