Bhram (feat. Utkarsh Parmar & Karthik Beatzzz)

Kalam yeh cheekhna chaahe
Rooh mey dard badhi hai
Jeene ki chah hai jaagi
Jo saamne maut khadi hai

Haath jode tere aage mene mujhe maaf kar
Chhodh mere haal pe mujhe na ittefaq rakh
Duniya h aaftabi odh ye libaas matt
Shiddat na dil laaya todh gyi yaar jhatt

Khwaab tha ye mera ki banu tera muzahir
Wo bann gyi dharam aur mey uska mujahid
Na aane ki khushi naa hi jaane ka gamm tha
Tu aayi barham bani gyi toh brham tha

Kalam yeh cheekhna chaahe
Rooh mey dard badhi hai
Jeene ki chah hai jaagi
Jo saamne maut khadi hai

Karu shikwe din raat yhi mey rabb se
Ki kar na juda mujhe mere mazhab se
Kiski dua mey ab padhu ye kalme
Rooh gyi paar thanda hua ek pal me

Khwaabo mey raha mey toh jiya hi chhall mey
Bhoola sawaal hi mey rah e hal mey
Aaj ka na aitbaar soch meri kal mey
Ab kisse hi dukh ke likhe meri kalam h

Baat karu mey khudse nhi raha mey sudh mey
Nahi tere koi rutbe kami hogi hi mujhme
Mila jab mey tujhse samay gya tha ruk ye
Diya gya tha bujh ye aftaab urooj mey

Tu nhi koi aur thi teri baat hi aur thi
Har pal tujhe dhoonde meri nigah thi daudti
Tujhe raha na hosh nahi tera koi dosh
Gall rakhhi jedi bulla te mey tu oo modh ti

Zubaan ki keemat naa rahi ab mukre karke waade
Ae farebi kya h tere iraade

Kal dikhi thi saath mey kisi aur ke haath mey
Tera haath ae rabba hunn menu tu maarde
Lagge jeena dushwaar mila khaakh mey pyaar
Ye kaisa tha khel jo na khele phirbhi haar gye



Credits
Writer(s): Utkarsh Dhami
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link