qurbani

Mahina pheley Eid se
Gaaon dhiyat jathey hai
Shayat miljaye GA bachra
2 daath, do lac
Par main phocha jab waha pe
Meney dhekha ek waha pe
Desi bachra desi biret
Dil tha Mera waaqayi jee
Ke Leloo isko waaqayi'meyi
Gaddi kholi, daam pocha
Rassi khol, yeley pesha

Gaari pochi jab Gali main
Bachey doh'rey har Gali ke
Agai gaai, Aagaya bachra
Pocho pocho hoga danga
Us umer main Koch kaha
Patha humko hotha hai
Par dhiyan rakho
Ke Janwar Kaha ye boltha hai
Hai thaklif mujko
Hothi hai kaiye dafa
Khaney Ka dhiyaan
Rakna hai tumko mera

Honey ko aya hoon
Qurban main yaha
Haa

Dhekho uska dana pani
Pani saaf dena hai
Jis barthaan main khana khaye
Wo bhi saaf rakna hai
Insaniyat ki ye baat hai
Insaniya zinda rehthi hai
Dil bhi saaf hotha hai
Janwar bhi khus hotha hai
Ye mohabat hamko
Jannat main lekey jaye gi
Qurbani ho mubarak
Tumko ye qurbani mubaarak
Tumko ye qurbani mubaarak

Qurbani
Qurbani

Dhetha hai jo qurbani raheey khuda main
Jo phalthey hai janwar ko
Be'zobaan janwar ke daath ghiz ghiz kar
Or ayse kaiye bohaat se zulm kaar'kar kar
Kia raheey khuda main moo tum dhikhaoo ge
Kia raheey khuda main tum chalpaao ge
Kia dunia ko apna cheera
Tum dhikhao ge



Credits
Writer(s): Bilal Salahuddin
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link