Shonk Hai

Jab bhi har kadam chala
Me sikhta gaya jitta gaya
Me har samay lada
Fir girta gaya uthta chala
Har disha badha
Kabhi uday kabhi dhala
Toh har prashan kiya
Kabhi sahi kabhi galat
Me har mukaam chadha
Kabhi samay par kabhi nahi
Par har vo raat jaga
Jisme kal ka dar or bas me nahi kuch
Har vo kam kiya
Jispe maa ko garv papa bhi sath
Yaha Har vo sath chuta
Jo tan se pas the man se nahi

Han me mehnat mere khoon me
Mein ladta rahta khud se hi
Me karta man ki marzi meri
Chahe sahi ho yaa na sahi
Me vo na jo ki darte yaha
Kathin samasya dekhke hi
Me vo hu jo ki leta khudke
Hak ki yaha ladke hi

Chal bhag
Jitte yahape khali ladne vale
Bhag
Yahape rukte khali adne vale
Bhag
Yahape jalte khali sadne vale
Bhag
Yahape badhte zhapad jadne vale

Sat

Sata sat
Fata fat
Badhe farz
Badhe karz
Kesa harz
Kese tark
Mile rog
Nahi marz
Muzhme fark
Muzhme garad
Muzhme sabar
Muzhe kadar
Muzhe khabar
Mera nagar
Mera asar

Koi kasar nahi hasal me parishram
Meri fasal me toh fal nikalte
Asal me ab me padta nahi
Bhasad me ab sadta nahi
Sadak pe apni bato pe atal me
Jatil prashno me safal me
Log puche

Kyoki shonkh hai
Me karu grind muzhe shonkh hai
Shonkh hai
Haan Meri mehant mera shlok hai
Shlok hai
Han meri maaa hi mera josh hai
Josh hai
Me udta uper muzhko hosh hai
Hosh hai
Me karu grind muzhe shonkh hai
Shonkh hai
Haan Meri mehant mera shlok hai
Shlok hai
Han meri maaa hi mera josh hai
Josh hai
Me udta uper muzhko hosh hai

Halato ko apne dekh kar kabhi
Darte nahi hum guru
Usne jidhar patka sala udhar se hi shuru
Karu dil ki bate
Aur apni bato me na udu
Jo bh krta uska garv
Na hi raddi bhar sa guroor

Haan Jaldi jaldi din nikle
Humne dhunda khudke gharme
Khudke pero niche bill nikale
Sanp unme paap unke
Devta bane jinn nikle
Sath vale rakh ho gaye
Rakh vale hi dil nikle

Bita kal
Chale hum
Fike gum
Mile chal
Mile hal
Bichde dal
Khiche dum
Ankhe num
Bate kam
Rate jhand
Gayab pal
Dhunda hal
Paya bal
Dala dum
Mila fal

Koi kasar nahi hasal me parishram
Meri fasal me toh fal nikalte
Asal me ab me padta nahi
Bhasad me ab sadta nahi
Sadak pe apni bato pe atal me
Jatil prashno me safal me
Log puche

Kyoki shonkh hai
Me karu grind muzhe shonkh hai
Shonkh hai
Haan Meri mehant mera shlok hai
Shlok hai
Han meri maaa hi mera josh hai
Josh hai
Me udta uper muzhko hosh hai
Hosh hai
Me karu grind muzhe shonkh hai
Shonkh hai
Haan Meri mehant mera shlok hai
Shlok hai
Han meri maaa hi mera josh hai
Josh hai
Me udta uper muzhko hosh hai



Credits
Writer(s): Sudhanshu Pensia
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link