RAASTA (feat. Baibhab Pandey)
Naa jaane raasta yeh konsa ab mod lega
Khada jo raah par yeh raasta sab chor deta
Banane kal ko mein bhi aaj se hi lag pada hun
Leke mujhse aaj kal ko yeh bhi mujhko aur dega
Naa jaane raasta yeh konsa ab mod lega
Khada jo raah par yeh raasta sab chor deta
Banane kal ko mein bhi aaj se hi lag pada hun
Leke mujhse aaj kal ko yeh bhi mujhko aur dega
Yeh mod meri zindagi ko
Jeene ka ek oor dega
Maut meri zindagi ko
Baahon se yun odh leta
Khauf meri minnato ko
Dar badar ye aag deta
Boht hai jhela maine
Mujhko ab ye shauk dega
Kya liya zamane se
Hum ban gaye apne bal par hi
Bhitar se magar hai dikhte
Jaise saale jal pari
Sar chari guroor toh phir
Yaad karta kal ka hi
Aur kal ka hi woh Deep aaina
Dekhe khali pal bhar hi
Har ghadi samay dikhata
Kam hai mere paas mein
Aur zakhmo pe hai naam sabka
Jo bhi saare paas ke
Ye raaste batate mujhko manzile ab paas hai
Yeh manzile batate manzaro pe kon paas the
Yeh raasto se aas the
Bacha ye haath kuch nahi
Kala pe rakhte haath toh
Kalam yeh kehti kuch nayi
Mein rakh chuka hu apno ko
Aur sapno ko bhi dao pe
Pata nahi yeh raasta
Ab konsa na mod le

Mein khudse tha anjaan
Anjaam ye gawayi de
Aur mushkilo mein dekh
Mujhko apne kuch dawayi de
Ab ginne ko ye ghao poore gaon
Sang woh aayi dekh
Banake isse naam ek
Mein kehna chahta aai dekh
Woh manzile wahi hai
Rehte alag sabke kaaide
Bharosa nahi hai baccho
Pe toh parent hai ye kaike
Aur bhai dekh jo bhai the
Sab dekhe apne faide
Hum high the ya nahi the
Woh laayak mere bhai ke
Yeh zindagi sikhaati sabko
Taur yaha pe jeene ka
Ab music meri zindagi
Yeh chain mera cheenega
Ab dardo se hai raabta
Zarurat nahi hai daaru ka
In glasson mein ab aadat si
Hai aasuon ko peene ka
Hai jeene ka jab haq
Mein jeeyunga ab shaan se
Mein din hi dekha zyada
Meri zindagi mein shaam se
Yeh raaste pe pad bade toh
Waqt sang pad mile
Aur waqt sang yeh raasta
Naa jaane kya ab modd le

Credits
Writer(s): Abhradeep Banerjee
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.