Asli Hai Kaam (Official Audio)
Jal rahi inki jalnay do
Chal rahi party chalny do
Fuck the haters chalo rehny do
Choti hai soch inhain kehny do
Asli hai naam asli hai kaam Suraj hai dhalny ko ho rahi shaam
Buray ka hoga phir bura anjaam
Q na mein lay lo phir teri remand
Khobchy mein laao setting bithao Hassi khushi inhain chalta banao
Fukro say apni tum nazrain hatao
Dhuain mein apny sub masly uraao
Fikar na kar kitna gehra hai ghaao
Mehnat say apni mein manzil ko paao
Raasty mein mery tum kabhi naa aao
Apna karo na k mujhy samjhao
Me tw woh kar loo ga mera jo man hoga
Acha ya bura ya zayada ya kam hoga
Jo bhi hoga lala khully me fun hoga
Mehfil mein apni phir bhar k jashan hoga
Jal k yeh raakh hongy bura hashar hoga
Lafzo mein jadu hai sunty asar hoga
Khud me magan maano teri tasal ko kia
Pairo taly rol dun mein teri nasal ko yaha
Asli hai naam asli hai kaam Suraj hai dhalny ko ho rahi shaam
Buray ka Hoga phir bura anjaam
Q na mein lay lo phir teri remand
Sehny ko seh loo ga shot sar pey dedunga
Mujh say na bhirna me baato say pail dunga
Dain bain nahi mein tau aagy ko chal dunga
Ankho ko khol mein gari ko rok dunga
Khol dunga raasta jo raasta hai band
Farak nahi perhta hai garmi ya thand
Haters ko ginta nahi dikhty woh gund
Suroor mein hun jee raha pee k mein bhang
Ban than k ghoomo yaado mein jhoomo
Apno say payar bohat hatho ko choom lo
Din mein hojoom hai tw rato mein ghumo
Inki nahi sunta mein apny mein gum hun
Teri haqeeqt khud say hi sun to
Mujh say reh bach k han raasta sahi chun too
Baat karna seekh rehta sun baTa sun too
Sar utha k jee ya to pairo ko choom too
Asli hai naam asli hai kaam Suraj hai dhalny ko ho rahi shaam
Buray ka Hoga phir bura anjaam
Q na mein lay lo phir teri remand
Asli Hai naam asli hai kaam
Suraj hai dhalnay ko ho rahi shaam
Buray ka hoga phir bura anjaam
Q na mein lay lo phir teri remand
Chal rahi party chalny do
Fuck the haters chalo rehny do
Choti hai soch inhain kehny do
Asli hai naam asli hai kaam Suraj hai dhalny ko ho rahi shaam
Buray ka hoga phir bura anjaam
Q na mein lay lo phir teri remand
Khobchy mein laao setting bithao Hassi khushi inhain chalta banao
Fukro say apni tum nazrain hatao
Dhuain mein apny sub masly uraao
Fikar na kar kitna gehra hai ghaao
Mehnat say apni mein manzil ko paao
Raasty mein mery tum kabhi naa aao
Apna karo na k mujhy samjhao
Me tw woh kar loo ga mera jo man hoga
Acha ya bura ya zayada ya kam hoga
Jo bhi hoga lala khully me fun hoga
Mehfil mein apni phir bhar k jashan hoga
Jal k yeh raakh hongy bura hashar hoga
Lafzo mein jadu hai sunty asar hoga
Khud me magan maano teri tasal ko kia
Pairo taly rol dun mein teri nasal ko yaha
Asli hai naam asli hai kaam Suraj hai dhalny ko ho rahi shaam
Buray ka Hoga phir bura anjaam
Q na mein lay lo phir teri remand
Sehny ko seh loo ga shot sar pey dedunga
Mujh say na bhirna me baato say pail dunga
Dain bain nahi mein tau aagy ko chal dunga
Ankho ko khol mein gari ko rok dunga
Khol dunga raasta jo raasta hai band
Farak nahi perhta hai garmi ya thand
Haters ko ginta nahi dikhty woh gund
Suroor mein hun jee raha pee k mein bhang
Ban than k ghoomo yaado mein jhoomo
Apno say payar bohat hatho ko choom lo
Din mein hojoom hai tw rato mein ghumo
Inki nahi sunta mein apny mein gum hun
Teri haqeeqt khud say hi sun to
Mujh say reh bach k han raasta sahi chun too
Baat karna seekh rehta sun baTa sun too
Sar utha k jee ya to pairo ko choom too
Asli hai naam asli hai kaam Suraj hai dhalny ko ho rahi shaam
Buray ka Hoga phir bura anjaam
Q na mein lay lo phir teri remand
Asli Hai naam asli hai kaam
Suraj hai dhalnay ko ho rahi shaam
Buray ka hoga phir bura anjaam
Q na mein lay lo phir teri remand
Credits
Writer(s): Mazhar Music
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Other Album Tracks
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.