Tanha Tanha
Tujh bin mujhko khale har lamha
Mujh bin tu bhi toh hai tanha tanha
Tu kareeb na ho saansein zeher hai
Kaanto sa lage mujhko yeh jahaan
Tujh bin mujhko khale har lamha
Mujh bin tu bhi toh hai tanha tanha
Do raahein alag, par ek manzil
Kab talak rahein hum tum yoon judaa
Main kya jiya tere bina
Tu kya jiya mere bina
Main kya jiya tere bina
Tu kya jiya mere bina
Shaam tere bin pheeki lage
Khalti hai tujh bin har woh subaah
Raato ko paas tu na ho pal pal marta hoon
Ghar ki deeware salaakhein lage
Utre na ek niwala gale
Waqt ki girah mein duwaayein karta rehta hoon
Tu mujhe yaad kar muskuraati rahe
Tu jo ro dein agar, meri hai woh sazaa
Iss dard ki jo aag mein hoon jala
Tu bhi toh hai pighla moam ki tarha
Do alag dilo ki ek dhadkan
Karke bhi jatan ho na paaye judaa
Main kya jiya tere bina
Tu kya jiya mere bina
Main kya jiya tere bina
Tu kya jiya mere bina
Tujh bin mujhko khale har lamha
Mujh bin tu bhi toh hai tanha tanha
Tu kareeb na ho saansein zeher hai
Mujh bin tu bhi toh hai tanha tanha
Tu kareeb na ho saansein zeher hai
Kaanto sa lage mujhko yeh jahaan
Tujh bin mujhko khale har lamha
Mujh bin tu bhi toh hai tanha tanha
Do raahein alag, par ek manzil
Kab talak rahein hum tum yoon judaa
Main kya jiya tere bina
Tu kya jiya mere bina
Main kya jiya tere bina
Tu kya jiya mere bina
Shaam tere bin pheeki lage
Khalti hai tujh bin har woh subaah
Raato ko paas tu na ho pal pal marta hoon
Ghar ki deeware salaakhein lage
Utre na ek niwala gale
Waqt ki girah mein duwaayein karta rehta hoon
Tu mujhe yaad kar muskuraati rahe
Tu jo ro dein agar, meri hai woh sazaa
Iss dard ki jo aag mein hoon jala
Tu bhi toh hai pighla moam ki tarha
Do alag dilo ki ek dhadkan
Karke bhi jatan ho na paaye judaa
Main kya jiya tere bina
Tu kya jiya mere bina
Main kya jiya tere bina
Tu kya jiya mere bina
Tujh bin mujhko khale har lamha
Mujh bin tu bhi toh hai tanha tanha
Tu kareeb na ho saansein zeher hai
Credits
Writer(s): Mayur Shantilal Parmar
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.