Khayaal
Yaado m tere khayaalo m
Baato m tere adaao m
Aansu gire tere fizaao m
Khud ko dekha tere nigaaho m
Zeher kiya peena shuru tere khayalon m
Dhuaa bhi udaana shuru tere sawalon m
Mai na mila khud ko paaya tere fizao m
Nasha na tha nasha shuru tere bawaalo m
Khayalo m sawaalo m bs tera hi chehra aaye
Mere in jazbaaton m bas tera hi pehra aaye
Harpal rooh ye mera bs tujhko hi chhoona chaahe
Jaau Mai jaha bhi bas tujhko hi sath m paaye
Kehta reh gya tujhko mai bhool na jaana
Behti in hawaao m tum udd na jaana
Kehta reh gya tujhko mai bhool na jaana
Behti in hawaao m tum udd na jaana
Zeher kiya peena shuru tere khayalon m
Dhuaa bhi udaana shuru tere sawalon m
Mai na mila khud ko paaya tere fizao m
Nasha na tha nasha shuru tere bawaalo m
Zeher kiya peena shuru tere khayalon m
Dhuaa bhi udaana shuru tere sawalon m
Mai na mila khud ko paaya tere fizao m
Nasha na tha nasha shuru tere bawaalo m
Sochta rha, tujhko khojta rha
Takiye se aansu ko mai pochhta rha
Sochta rha, tujhko khojta rha
Takiye se aansu ko mai pochhta rha
Teri yaadon m mai sadko pr ghoomta rha
Har jagah tujhko mai bas duniya m dhoondhta rha
Tu na mili mujhko phir bhi mai khojta rha
Har raat ko aansu takiye se pochhta rha
Jab bhi dekhu photo teri bs beeti yaad sataaye
Teri un baaton pr bs aankhon m paani aaye
Taira dil jab bhi tujhme toh bs man ye dooba jaaye
Nikla mai jab bhi ghar bahar bs rooh tujhe khinchi laaye
Dekhta reh gya tujhko mai sagar kinaare
Bhatka hu ya mit gya tere sahaare
Dekhta reh gya tujhko mai sagar kinaare
Bhatka hu ya mit gya tere sahaare
Zeher kiya peena shuru tere khayalon m
Dhuaa bhi udaana shuru tere sawalon m
Mai na mila khud ko paaya tere fizao m
Nasha na tha nasha shuru tere bawaalo m
Zeher kiya peena shuru tere khayalon m
Dhuaa bhi udaana shuru tere sawalon m
Mai na mila khud ko paaya tere fizao m
Nasha na tha nasha shuru tere bawaalo m
Baato m tere adaao m
Aansu gire tere fizaao m
Khud ko dekha tere nigaaho m
Zeher kiya peena shuru tere khayalon m
Dhuaa bhi udaana shuru tere sawalon m
Mai na mila khud ko paaya tere fizao m
Nasha na tha nasha shuru tere bawaalo m
Khayalo m sawaalo m bs tera hi chehra aaye
Mere in jazbaaton m bas tera hi pehra aaye
Harpal rooh ye mera bs tujhko hi chhoona chaahe
Jaau Mai jaha bhi bas tujhko hi sath m paaye
Kehta reh gya tujhko mai bhool na jaana
Behti in hawaao m tum udd na jaana
Kehta reh gya tujhko mai bhool na jaana
Behti in hawaao m tum udd na jaana
Zeher kiya peena shuru tere khayalon m
Dhuaa bhi udaana shuru tere sawalon m
Mai na mila khud ko paaya tere fizao m
Nasha na tha nasha shuru tere bawaalo m
Zeher kiya peena shuru tere khayalon m
Dhuaa bhi udaana shuru tere sawalon m
Mai na mila khud ko paaya tere fizao m
Nasha na tha nasha shuru tere bawaalo m
Sochta rha, tujhko khojta rha
Takiye se aansu ko mai pochhta rha
Sochta rha, tujhko khojta rha
Takiye se aansu ko mai pochhta rha
Teri yaadon m mai sadko pr ghoomta rha
Har jagah tujhko mai bas duniya m dhoondhta rha
Tu na mili mujhko phir bhi mai khojta rha
Har raat ko aansu takiye se pochhta rha
Jab bhi dekhu photo teri bs beeti yaad sataaye
Teri un baaton pr bs aankhon m paani aaye
Taira dil jab bhi tujhme toh bs man ye dooba jaaye
Nikla mai jab bhi ghar bahar bs rooh tujhe khinchi laaye
Dekhta reh gya tujhko mai sagar kinaare
Bhatka hu ya mit gya tere sahaare
Dekhta reh gya tujhko mai sagar kinaare
Bhatka hu ya mit gya tere sahaare
Zeher kiya peena shuru tere khayalon m
Dhuaa bhi udaana shuru tere sawalon m
Mai na mila khud ko paaya tere fizao m
Nasha na tha nasha shuru tere bawaalo m
Zeher kiya peena shuru tere khayalon m
Dhuaa bhi udaana shuru tere sawalon m
Mai na mila khud ko paaya tere fizao m
Nasha na tha nasha shuru tere bawaalo m
Credits
Writer(s): Aniket Singh
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.