jaan-e-mann

Neendon main bhi ab aksar
Teri hi baatein karta
Aise deewangi hai
Jaan-e-mann

Qalb hai thoda gumgi sa
Mujhse bas kehta rehta
Kabtak main jiyun aisa
Jaan-e-mann
Khoya khoya bas teri yaadon main
Mere har lafz or batoon main
Mangu khuda se woh dua tu hai
Oh jaan-e-mann

Dekhun jahan wahan bas tu tu hai
Mera humdard bas tu hi hai
Oh jaan-e-mann
Jaan-e-mann
Jaan-e-mann
Jaan-e-mann
Jaan-e-mann

Bas tu mera hojaye
Aise khowahish dil laaye
Kaise khudko samjhau
Jaan-e-mann

Kabtak main jiyun aisa
Lake yeh pyar ek tarfa
Ab bas tera hona hai
Jaan-e-mann

Tasveeron main kabtak dekhun
Chehra tera aur dil mera bas chahein
Tuhi tuhi meri ho
Muste-e-khaak bin tere
Milke taurabi hu
Mukammal kardе
Or hojaa meri

Jaan-e-mann
Jaan-e-mann
Jaan-е-mann
Jaan-e-mann



Credits
Writer(s): Alqama Ansari
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link