Sun Zara

Raet ke panno pe yun, likh raha hu main
Beh se gaye jo, gum raha hu main
Ye daastan purani, par yaad ye rahe
Meri kashtiyaan jo saari, teri he taraf chale

Toh kyun, aata na tu, tujhe bulaun din raat
Toh kyun, sunta na tu, yeh geet toh, Sun Zara.

Kyun aata na, mujhe ye karaar
Saansein bhe lu, toh tera he khayaal
Toh kya tu chahta hai, mai sab toh kar raha
Ab tu jo pas aye, main hu vahi khada

Toh kyun, aata na tu, tujhe bulaun din raat
Toh kyun, sunta na tu, yeh geet toh, Sun Zara.

Yun chaaro aur, chal raha hu main
Raaste yun, chun raha hu main
Tere pas aana chahun, par dur ho raha
Fir bhe na har manu, yeh tu hai jaanta

Toh kyun, aata na tu, tujhe bulaun din raat
Toh kyun, sunta na tu, yeh geet toh, Sun Zara.



Credits
Writer(s): Ankit Narang
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link