Zeher

♫♪♪

Zeher bhi de de to has ke pee jaunga
Zeher bhi de de to has ke pee jaunga
Tere liye jeeta hoon tujhpe mar jaunga

Teri khatir khuda se bhi lad jaunga
Teri khatir khuda se bhi lad jaunga
Tere liye jeeta hoon tujhpe mar jaunga

Mar jaunga
Mar jaunga
Mar jaunga

♫♪♪

Na jaane kaisa naata hai ye
Mohobbat se thoda zyaada hai ye
Na jaanu main kya bala hai
Kya khoya jaane kya mila hai

Bas itna jaanu ke tujh bin na jee paunga
Bas itna jaanu ke tujh bin na jee paunga
Tere liye jeeta hoon tujhpe mar jaunga

Mar jaunga
Mar jaunga
Mar jaunga

Mar jaunga
Mar jaunga
Mar jaunga
Mar jaunga



Credits
Writer(s): Rishbh Tiwari
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link