Classical Thumri...Najariya Laage Nahi Kahi Aur (2022 Remastered Version)

Najariya, najariya, najariya, najariya
najariya laage nahi kahi aur
tum toh balama ho chit chor
laage nahi kahi aur
najariya laage nahi kahi aur

tum toh balama jaise ritu mein saawan
tum toh balama
tum toh balama jaise ritu mein saawan
jaise ritu mein saawan
tum toh balama jaise ritu mein saawan
tum saawan hum mor, ho laage nahi kahi aur
najariya laage nahi kahi aur

tum toh balama jaise taaron mein chanda
tum toh balama, tum toh balama aa aa aa
tum toh balama jaise taaron mein chanda
jaise taaron mein chanda, taaron mein chanda
tum toh balama jaise taaron mein chanda
tum toh balama jaise taaron mein chanda
tum chanda hum chakor, ho laage nahi kahi aur
najariya laage nahi kahi aur
najariya laage nahi kahi aur



Credits
Writer(s): Traditional Traditional
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link