Chehra Hai Ya Chand (feat. Shaurya Amit)
Chehra Hai Ya
Tere ane se pehle
Dil kyon machal raha hai
Fitrat hai mere dil ki
Yaa fir teri ada hai
Kaise Khalish hai ye
Kaise samjhaun khud ko
Mere ye nazrein hardam
Mujhmein hi khojein tujh ko
Chehra hai ya chand khila hai
Zulf ghaneri shaam hai kya
Sagar jaise akhon wali
Ye toh bata tera naam hai kya
Baat ye dil ke aye zuban pe
Tere paimanon pe main hun kya
Kar de bayan tu ek dafa toh
Dil mein chupane ka kaam hai kya
Mere jasbaton se
Tere armanon tak
Ab jo hai mere hisse
Teri chahat hai bus
Kya karun mein oh jane jana
Dil ye mera hai
Tera deewana
Baat ye dil ke aye zuban pe
Tere paimanon pe main hun kya
Kar de bayan tu, ek dafa toh
Dil mein chupane ka kaam hai kya
(Like that)
Chehra hai ya chand khila hai
Zulf ghaneri shaam hai kya
Sagar jaise akhon wali
Ye toh bata tera naam hai kya
Chehra hai ya chand khila hai
Zulf ghaneri shaam hai kya
Sagar jaise akhon wali
Ye toh bata tera naam hai kya
Tere ane se pehle
Dil kyon machal raha hai
Fitrat hai mere dil ki
Yaa fir teri ada hai
Kaise Khalish hai ye
Kaise samjhaun khud ko
Mere ye nazrein hardam
Mujhmein hi khojein tujh ko
Chehra hai ya chand khila hai
Zulf ghaneri shaam hai kya
Sagar jaise akhon wali
Ye toh bata tera naam hai kya
Baat ye dil ke aye zuban pe
Tere paimanon pe main hun kya
Kar de bayan tu ek dafa toh
Dil mein chupane ka kaam hai kya
Mere jasbaton se
Tere armanon tak
Ab jo hai mere hisse
Teri chahat hai bus
Kya karun mein oh jane jana
Dil ye mera hai
Tera deewana
Baat ye dil ke aye zuban pe
Tere paimanon pe main hun kya
Kar de bayan tu, ek dafa toh
Dil mein chupane ka kaam hai kya
(Like that)
Chehra hai ya chand khila hai
Zulf ghaneri shaam hai kya
Sagar jaise akhon wali
Ye toh bata tera naam hai kya
Chehra hai ya chand khila hai
Zulf ghaneri shaam hai kya
Sagar jaise akhon wali
Ye toh bata tera naam hai kya
Credits
Writer(s): Neeti Mishra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Altri album
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.