LIES
Yeh nazrean farebi
Adaa'oun kay jaal
Dillon ki qatil hai
Jaana yeh teri chaal
Husan kay zulmo sey
Mai hoa dochaar
Raakh ho jaye wo
Jisko tu choo ley ik baar
Hazaron malal hain duniya main lekin
Zindagi mai koi tujh sey bara ni rog
Lakh sawal hain soch pay haavi
Par tery jawabon ki mujhy hai khouj
Palkon sey anso'on ki jheal ik behti hai
Jab jab tu zalim mera naam monh sey kehti hai
Khilti hain roohean un jismo ki
Meri jaan jin main muhabat rehti hai
Tu raahon mai bikhrey hoye kanch ki tarhan ey
Tu jazbaaton ki chubhti anch ki tarhan ey
Tu koyal kay meethy sey raag ki tarhan ey
Tu ragoun mai beh rahy lahu ki tarhan ey
Basti mai nikley hoye sanmp ki tarhan ey
Aag ki tarhan ey
Tu shayaron kay jazbaat ki tarhan ey
Tu ho jaye to qaramaat ki tarhan ey
Tu hi deed ki wajah ey, mureed ki saza ey
Tu eid ka chaand ey, jeeny ki raza ey
Tu bharkili aag ey, sureela saaz ey
Koi gehra sa raaz ey, ya man ki awaz ey
Bas tu muhabat sey baaz eyyyy
Pila do sanam mujh ko
In nazron sey jaam
Satao na mujh ko tum
Yun ban kay anjaan
Muhabat mai teri
Mai na khoo dun emaan
Bhool nahi paya mai
Tri baahon mai guzri jo shaam
Waqt chalta jaa raha ey
Seena mera jalta jaa raha ey
Sansean ukhar rhi hain
Or seena mera jalta jaa raha ey
Tujh sey nhi shikwa mujhko
Jaana yeh qasoor mera
Itna sab hogya or dill abhi bhi
Tujhko chah raha ey
Tu nay jo naam mera sun kar bharli ankhean aaj
Yaani un sab nay bhi aj choor dia tera sath
Muhabat sey teri ab darta hon jo sach hai baat
Zaalim hi achy ho tum na badlo apny mizaaj
Nahi sunata kisi ko maazi apna or tera
Darta hon boley ga zamana tujh ko qatil mera
Jurm tera chahy jana kitna ho sangeen
Mai nhi chahon ga phir bhi ho teri toheen
Yeh nazrean farebi
Adaa'oun kay jaal
Dillon ki qatil hai
Jaana yeh teri chaal
Husan kay zulmo sey
Mai hoa dochaar
Raakh ho jaye wo
Jisko tu choo ley ik baar
Adaa'oun kay jaal
Dillon ki qatil hai
Jaana yeh teri chaal
Husan kay zulmo sey
Mai hoa dochaar
Raakh ho jaye wo
Jisko tu choo ley ik baar
Hazaron malal hain duniya main lekin
Zindagi mai koi tujh sey bara ni rog
Lakh sawal hain soch pay haavi
Par tery jawabon ki mujhy hai khouj
Palkon sey anso'on ki jheal ik behti hai
Jab jab tu zalim mera naam monh sey kehti hai
Khilti hain roohean un jismo ki
Meri jaan jin main muhabat rehti hai
Tu raahon mai bikhrey hoye kanch ki tarhan ey
Tu jazbaaton ki chubhti anch ki tarhan ey
Tu koyal kay meethy sey raag ki tarhan ey
Tu ragoun mai beh rahy lahu ki tarhan ey
Basti mai nikley hoye sanmp ki tarhan ey
Aag ki tarhan ey
Tu shayaron kay jazbaat ki tarhan ey
Tu ho jaye to qaramaat ki tarhan ey
Tu hi deed ki wajah ey, mureed ki saza ey
Tu eid ka chaand ey, jeeny ki raza ey
Tu bharkili aag ey, sureela saaz ey
Koi gehra sa raaz ey, ya man ki awaz ey
Bas tu muhabat sey baaz eyyyy
Pila do sanam mujh ko
In nazron sey jaam
Satao na mujh ko tum
Yun ban kay anjaan
Muhabat mai teri
Mai na khoo dun emaan
Bhool nahi paya mai
Tri baahon mai guzri jo shaam
Waqt chalta jaa raha ey
Seena mera jalta jaa raha ey
Sansean ukhar rhi hain
Or seena mera jalta jaa raha ey
Tujh sey nhi shikwa mujhko
Jaana yeh qasoor mera
Itna sab hogya or dill abhi bhi
Tujhko chah raha ey
Tu nay jo naam mera sun kar bharli ankhean aaj
Yaani un sab nay bhi aj choor dia tera sath
Muhabat sey teri ab darta hon jo sach hai baat
Zaalim hi achy ho tum na badlo apny mizaaj
Nahi sunata kisi ko maazi apna or tera
Darta hon boley ga zamana tujh ko qatil mera
Jurm tera chahy jana kitna ho sangeen
Mai nhi chahon ga phir bhi ho teri toheen
Yeh nazrean farebi
Adaa'oun kay jaal
Dillon ki qatil hai
Jaana yeh teri chaal
Husan kay zulmo sey
Mai hoa dochaar
Raakh ho jaye wo
Jisko tu choo ley ik baar
Credits
Writer(s): Ch Ahmad
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.