Dum

Bina nishane ke teer bhi na lage
Log utni door jaate jitna goal unse kahe
Tukka lag jaaye, yeh to hai ek veham
Wohi hain chamakte jinke goal mein hota dum

Goal mein hota dum, jinke goal mein hota dum

Oscar, Nobel, Grammy aur Olympic
Unke hue jinke goal the terrific
Everest, Space, Pole aur Anatarctic
Pahonche woh jinke goal the bombatsic
Champion, legend, icon aur GOAT
Bane jo chalate the goal naam ki boat

Bina nishane ke teer bhi na lage
Log utni door jaate jitna goal unse kahe
Tukka lag jaaye, yeh to hai ek veham
Wohi hain chamakte jinke goal mein hota dum

Goal mein hota dum, jinke goal mein hota dum
Goal mein hota dum, jinke goal mein hota dum

Teresa, Mandela, King aur Gandhi
Inke goal se aayi duniya mein kranti
Curie, Newton, Edison, Einstein
Inke goal se aaya duniya mein sunshine
Serena, Phelps, Messi aur Bolt
Inke goal se mila motivation ka jolt

Bina nishane ke teer bhi na lage
Log utni door jaate jitna goal unse kahe
Tukka lag jaaye, yeh to hai ek veham
Wohi hain chamakte jinke goal mein hota dum

Goal mein hota dum, jinke goal mein hota dum
Goal mein hota dum, jinke goal mein hota dum

Khushi, sukoon, chain aur rahat
Unko mili jinke goal mein thi chahat
Daulat, shohrat, naam aur rubab
Gaye jahan thi goal ki kitaab
Health, fitness, figure aur physique
Paye unhone jo the goal ke prateek

Bina nishane ke teer bhi na lage
Log utni door jaate jitna goal unse kahe
Tukka lag jaaye, yeh to hai ek veham
Wohi hain chamakte jinke goal mein hota dum

Goal mein hota dum, jinke goal mein hota dum
Goal mein hota dum, jinke goal mein hota dum

Goal mein hota dum, jinke goal mein hota dum
Goal mein hota dum, jinke goal mein hota dum

Credits
Writer(s): Vickrant Mahajan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link