Niyat

Ye duniya ki niyat
Ye duniya ki niyat
Duniya ki niyat
Duniya ki niyat

Ye duniya ki niyat batata tuje aaj
Renhewale sath rehne wale sanp
Pesa ni raha toh karenge doh baat
Pesa raha toh fir

Ye duniya ki niyat batata tuje aaj
Renhewale sath rehne wale sanp
Pesa ni raha toh karenge doh baat
Pesa raha toh fir karenge soo baat

Koi kaam nhi aata jab kabar me laash
Pyar nhi hota na hota jazbaat
Matlabi duniya bas matlab ki baat
Maa baap k siva koi deta nhi sath

Kehdiya mene joh feel hai kiya
Kaafi dino se ha chill nhi kiya
Zimmedari ne ye feel nhi kiya
Sapno ko mere me kill nhi kiya

Khushi se zada me dard se mila
Phele aaya fir bi laast me mila
Hamesha muje traas hi mila
Wait me kiya na jage se hila

Kamyabi ka bi toh sabar hi raaz
Likh k leta fir leta hu saas
Neen nhi aati hai future hai pass
Upar me future me mehnat ka past

Maa ki chut duniya ki ho bs maa baap ko naaz
Ghaas kaat k saaf kiya do teen the saaanp
Niyat ho saaf toh sab karta maaf
Maaf hi nhi kiya toh nhi thaa tu khaaas

Aankhe band karke me sapna nhi dekha
Ankhe khola yah koi apna nhi dekha
Pese k bina me kese din dekha
Kadar ki waqt ki kabhi nhi fekha

Joh bi mila me ussi me khush
Zada ka man hua kardeta ssh (Ssh)
Leleta khudise mangta nhi kuch
Papi hu me par niyat hai shudh.

E jagat niyattu heltin ivathu
Sangat iratare havu agae matth
Duddu illa andre barala maathu
Duddu ith andre bartava maathu

Sath mel yaaru kelsuku barala
Kelsa aadmel yaru nensduru barala
Maritada yella jagat maritada
Taai thandhe yawagu mariyodilla

Ye duniya ki niyat batata tuje aaj
Renhewale sath rehne wale sanp
Pesa ni raha toh karenge doh baat
Pesa raha toh fir karenge soo baat

Koi kaam nhi aata jab kabar me laash
Pyar nhi hota na hota jazbaat
Matlabi duniya bas matlab ki baat
Maa baap k siva koi deta nhi sath

Maap baap k siwa koi deta nahi sath
Koi rakhta nahi pass
Koi lagta nahi khash

Yeh baat hai pakki aur yeh baat hai last
Unke bina tu ek zinda hai lash

Joh rehte hai sath woh bante hai saanp
Per maa baap naa chordenge tera yeh hath
Naa puchenge past na dekhenge kal
Woh rehna chahiyenge bus tere hi aaj

Rakhta nahi kispe mein aas
Khud se mein ladta yeh ladka bohot khash
Duniya ki agar mein sunta bakwas
Toh khada naa hota mein shyt yaha aaj
Gaano mein khole hai raaz
Kuch aapke pass kuch khud k pass
Matlab ki duniya mein kholu kyun raaz
Khulenge sare woh raaz khuda k pass
Likhta hu alag andaaz
Kuch mere khash
Kuch chuglibaaz
Kispe mein rakhta nahi bharosa aaj
Paiso k chakkar mein sab dagebaaz
Khud k yeh gaane hai khud k alfaaz
Sapno k chakkar mein jiya nahi khash
Khud mein bus karta raha naraz
Piya nahi mein phir bhi dikhra sab paanch



Credits
Writer(s): Sandeep Sajjan
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link