Tasveer
Dil mein jagi hai nayi aarzoo
Ke bas rahe tu mere rubaroo
Aur jab na ho tu mere saamne
Dil mujhse teri hi baatein kare
Sardiyo ki subah ki tu pehli kiran
Waisa hi garm sa tera ehsaas hai
Teri khushbu se jo mehki hai hawa
Khushnuma hogaya yeh sama haan
Sunn dhadkano ko meri gaur se
Milti hai bas teri hi saanso se
Dekhu aankho mein teri
Ik alag jahaa lage
Itni gehraayi hai ke
Har dafaa kho jaata hoon main
Jab bhi muskurati hai tu
Aankhein meech leti hai aur
Mere ek hisse ko tu qaid karti hai
Main toh chaahu teri aankhon mein hi rahu
Aur dhadkan teri meri zarurat bane
Zindagi mein kabhi koi khaalipan na rahe
Puri kar de na tu meri har kami
Tu sargamo ki surili dhwani
Tujhse hi dhun yeh madhur hai bani
Rango se bhar de meri zindagi
Tasveer banne lage pyaari si
Ke bas rahe tu mere rubaroo
Aur jab na ho tu mere saamne
Dil mujhse teri hi baatein kare
Sardiyo ki subah ki tu pehli kiran
Waisa hi garm sa tera ehsaas hai
Teri khushbu se jo mehki hai hawa
Khushnuma hogaya yeh sama haan
Sunn dhadkano ko meri gaur se
Milti hai bas teri hi saanso se
Dekhu aankho mein teri
Ik alag jahaa lage
Itni gehraayi hai ke
Har dafaa kho jaata hoon main
Jab bhi muskurati hai tu
Aankhein meech leti hai aur
Mere ek hisse ko tu qaid karti hai
Main toh chaahu teri aankhon mein hi rahu
Aur dhadkan teri meri zarurat bane
Zindagi mein kabhi koi khaalipan na rahe
Puri kar de na tu meri har kami
Tu sargamo ki surili dhwani
Tujhse hi dhun yeh madhur hai bani
Rango se bhar de meri zindagi
Tasveer banne lage pyaari si
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.