Weathering With You
Uthe jo teri nazrein toh hoti hai subah
Jhuke jo teri palkein toh dhalti hai shaam
Jeeta hai - na churaya tune dil ye mera
Kiya hai maine haq hai hai tera ye tere naam
Uthe jo teri nazrein toh hoti hai subah
Jhuke jo teri palkein toh dhalti hai shaam
Jeeta hai - na churaya tune dil ye mera
Kiya hai maine haq hai hai tera ye tere naam
Baadal the sarpe gham ke
Laayi aasman neela
You're sunshine girl
Tune daal di hai murde mein jaan
Meri jaan tu farishta hai koi
Jo khuda ni agar
Mujhe pooche kabhi -
Tujhe maana kyu jyada rabb se
Mujhe lgta tha kismat mein likha nahi
Tune badli lakeere
Meri hatheli apni mein rakh ke
Kadam diya jannat bana
Ye saalo se banzar pda dil mera
Jo lagte namumkin the bharne kabhi
Ab wo baaki na ghaav na bache nishaan
Maanu na khushkismati kyu bhlaa
Jo sabki tu iklauti uski dawaa
Ye baatein h dil ki taareefein kahan
Main tujhse hu jeeta na tujhpe maraa
Mannmani kar marzi wo rabb ki lagti
Mann se tere badle mausam or reetu
Labb pe tere muskurahat vasant si
Tu Roye toh varsha or prakriti si tu
Kabhi bachha banke natkhat sa lage
Toh kabhi banta bada toh qurbaan sab kre
Zarurat pe dushman - sakhaa - saathi
Sab hai tu - pyaar tera mujhe Jaise mamta lage

Credits
Writer(s): Mak Muusick, Prod Unlucky
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.