Shaamil
Neendon ko bharke baste mein
Aansuon ki chaadar
Taangi hai khidki pe teri
Laakhon ki mohabbat mein panaahe
Leke maine dekhi
Dhoop fir bhi lagti hai teri
Dekh mujhko aksar tu hai
Roti aasmano se
Baarishein to yun hi badnaam hai
Siskiyo ki teri goonjein
Sunti ban bijliyaan hai
Main na tanha
tanha ye shaam hai
Tode hai chaand ne aaine
Dekha tujhko jo saamne
Badle pyaar ke maayne
Tujhko main dhoondhu bekhabar
Hokar din aur dopahar
Dhoondhu tanha shaamo mein
Chaand kehta tha tujhko Sanam
Shaamil ho raat mein
Chaand kehta tha tujhko Sanam
Shaamil ho raat mein
Har hawa ko kaant ta hu
Haathon se ab bhi mere
Chitthiyan na milti hai teri
Ret ke makaano sa hua hu najaane kyu main
Bikhar ke bhi toota main nahi
Duniya jahaan ko bhi main
Rok rok puchta hu
Hai kaha jo dikhti meri aankhon mein
Nabzo se laapata hai
Dhadkano ko dhoondhta hu
Dil hai bhi ya na hai
Mere paas mein
Tode hai chaand ne aaine
Dekha tujhko jo saamne
Badle pyaar ke maayne
Tujhko main dhoondhu bekhabar
Hokar din aur dopahar
Dhoondhu tanha shaamo mein
Chaand kehta tha tujhko Sanam
Shaamil ho raat mein
Chaand kehta tha tujhko Sanam
Shaamil ho raat mein
Duniya ki nazro se
Bachaana bhi kaafi na tha
Us khuda ki nazre tum par thi
Ae khuda jo tujhko pyaar
Apni kala se hi tha
Jannaton se bheji hi kyu thi
Taare bhi itraate hai
Mujhko ye batlaate hai
Aasman mein do do ab chaand hai
Ek din main bhi aaunga
Cheenunga vo khuda se
Jiska meri dhakano pe naam hai
Tode hai chaand ne aaine
Dekha tujhko jo saamne
Badle pyaar ke maayne
Tujhko main dhoondhu bekhabar
Hokar din aur dopahar
Dhoondhu tanha shaamo mein
Chaand kehta tha tujhko Sanam
Shaamil ho raat mein
Chaand kehta tha tujhko Sanam
Shaamil ho raat mein
Aansuon ki chaadar
Taangi hai khidki pe teri
Laakhon ki mohabbat mein panaahe
Leke maine dekhi
Dhoop fir bhi lagti hai teri
Dekh mujhko aksar tu hai
Roti aasmano se
Baarishein to yun hi badnaam hai
Siskiyo ki teri goonjein
Sunti ban bijliyaan hai
Main na tanha
tanha ye shaam hai
Tode hai chaand ne aaine
Dekha tujhko jo saamne
Badle pyaar ke maayne
Tujhko main dhoondhu bekhabar
Hokar din aur dopahar
Dhoondhu tanha shaamo mein
Chaand kehta tha tujhko Sanam
Shaamil ho raat mein
Chaand kehta tha tujhko Sanam
Shaamil ho raat mein
Har hawa ko kaant ta hu
Haathon se ab bhi mere
Chitthiyan na milti hai teri
Ret ke makaano sa hua hu najaane kyu main
Bikhar ke bhi toota main nahi
Duniya jahaan ko bhi main
Rok rok puchta hu
Hai kaha jo dikhti meri aankhon mein
Nabzo se laapata hai
Dhadkano ko dhoondhta hu
Dil hai bhi ya na hai
Mere paas mein
Tode hai chaand ne aaine
Dekha tujhko jo saamne
Badle pyaar ke maayne
Tujhko main dhoondhu bekhabar
Hokar din aur dopahar
Dhoondhu tanha shaamo mein
Chaand kehta tha tujhko Sanam
Shaamil ho raat mein
Chaand kehta tha tujhko Sanam
Shaamil ho raat mein
Duniya ki nazro se
Bachaana bhi kaafi na tha
Us khuda ki nazre tum par thi
Ae khuda jo tujhko pyaar
Apni kala se hi tha
Jannaton se bheji hi kyu thi
Taare bhi itraate hai
Mujhko ye batlaate hai
Aasman mein do do ab chaand hai
Ek din main bhi aaunga
Cheenunga vo khuda se
Jiska meri dhakano pe naam hai
Tode hai chaand ne aaine
Dekha tujhko jo saamne
Badle pyaar ke maayne
Tujhko main dhoondhu bekhabar
Hokar din aur dopahar
Dhoondhu tanha shaamo mein
Chaand kehta tha tujhko Sanam
Shaamil ho raat mein
Chaand kehta tha tujhko Sanam
Shaamil ho raat mein
Credits
Writer(s): Aman Punia
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.