Mahzabeen
Aana jaana jabse hai
Khwaabon me tera
Mujhse begaana hai
Ye dil mera
Haseen saari subah
Haseen meri shaamein
Sang tere mera har pal haseen hai
Aasma ke taarey kya hi main dekhun
Mere liye to tu hi Mahzabeen hai
Khwahishein ye saari meri
Tere hi liye hai
Naam tere saansien meri
Jitni bhi hai ye
Khwaabon ki meenaarien saari
Tere hi liye hai
Mannatein hai tere liye
Jitni bhi hai ye
Khoya hua sa noor tha mujhme
Jisne taraasha tu wo roshani hai
Aasma ke taarey kya hi main dekhun
Mere liye to tu hi Mahzabeen hai
Khwaab ye Jitne aate hai mujhko
Zikrr tera kar jaate hai
Sadiyon ki tarah thehrey huye hai
Bin terey lamhe bhi sataate Hai
Tere bina ab ye meri zindgaani
Korey korey panno si hai anjaani
Haathon me hai mere jitni lakeerien
Tere naam ki likhi hai inme kahaani
Tootey sitaaron se maanga hai tujhko
Aasma bhi mera bas ik tu hi hai
Khwaabon pe haan ab yakeen ho gaya hai
Jabse tu meri haqeeqat bani hai
Haseen saari subah
Haseen meri shaamein
Sang tere mera har pal haseen hai
Aasma ke taarey kya hi main dekhun
Mere liye to tu hi Mahzabeen hai
Khwaabon me tera
Mujhse begaana hai
Ye dil mera
Haseen saari subah
Haseen meri shaamein
Sang tere mera har pal haseen hai
Aasma ke taarey kya hi main dekhun
Mere liye to tu hi Mahzabeen hai
Khwahishein ye saari meri
Tere hi liye hai
Naam tere saansien meri
Jitni bhi hai ye
Khwaabon ki meenaarien saari
Tere hi liye hai
Mannatein hai tere liye
Jitni bhi hai ye
Khoya hua sa noor tha mujhme
Jisne taraasha tu wo roshani hai
Aasma ke taarey kya hi main dekhun
Mere liye to tu hi Mahzabeen hai
Khwaab ye Jitne aate hai mujhko
Zikrr tera kar jaate hai
Sadiyon ki tarah thehrey huye hai
Bin terey lamhe bhi sataate Hai
Tere bina ab ye meri zindgaani
Korey korey panno si hai anjaani
Haathon me hai mere jitni lakeerien
Tere naam ki likhi hai inme kahaani
Tootey sitaaron se maanga hai tujhko
Aasma bhi mera bas ik tu hi hai
Khwaabon pe haan ab yakeen ho gaya hai
Jabse tu meri haqeeqat bani hai
Haseen saari subah
Haseen meri shaamein
Sang tere mera har pal haseen hai
Aasma ke taarey kya hi main dekhun
Mere liye to tu hi Mahzabeen hai
Credits
Writer(s): Akash Tiwari
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.