I SPOKE MY HEART OUT
Hai chand sa chehra tera
Jispe hasi ka noor hai pehra deta,
Jo kehna mai chahunga baatein toh rokna mat mujhe kehne dena,
Maine zindagi dekhi hai nashe mei rokna mt waise rehne dena,
Jo niklenge aasun kbhi unhe rokna mt waise behne dena,
Mai bhatka musafir sa khudki talash mei,
Khali se din mere tooti si naav mei,
Krta mai khuda se baate khuda se gehra hai naata mera,
Koi maut ni maaregi mujhe mai marunga khud hi ke haatho vaada mera,
Utare jo paano pe akshar sab bole baskar par aage hi badha mai has kar
Par dukh the andar kaafi iss jeevan mei mili bss dhoke baazi,
Maine mehfil mei bhi raate ro ke kaati,
Jo hua hai uski thi kalapana nhi,
Voh aaj krna chahte bt jinhone thi mujhko di kal panah ni,
Mai likh deta panno pe baate
voh saari jo chupa ke baitha hu dil mei
dil se likhe tajurbe hai kaafi jo seekh ke baitha mai zindagi se,
Naa paise se pyaar tha kabhi bss kala se jeeta hu zindagi mai, (×2)
Maine seekha hai jeena bhi
khud ko maar ke jeet ki zarurat samjhi hai haar ke,
Jhooth toh bola ni kalam ne
toota hu kbhu toh apni ko haar ke
haath pe haath ni rkhke baitha
maine dard mei pyaar ka matlab samjha

Credits
Writer(s): Street Priest
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.