Haal Mera

Ye pal kese doobay ye ab jany hum ke
Tum bhi kisi ajnabi jese unhi raaston pe
Hum bhi juda kharay ab bhi hain tanha unhi faaslon pe
Ye pal kaheen jaen ab na
Kia jaany ab ye jo mera haal be haal hai
Is tootay huay dil ki awaaz
Kia tu samjhe ab ye jo bikhra haal mera hai
Is tootay huay dil ki awaaz
Sukoon hai Fitoor hai
In beetay lamho main ab ek junoon hai
Sukoon hai Fitoor hai Junoon
Shuru ye afsana hai mushtamil mujhpe sabhi se
Khilay jese barish ho dil ki is banjar zameen pe
Toota yakeen K ab khawabon k dar pe khari naumeedi
Khatam ye afsana dil ka
Kia jaany ab ye jo mera haal be haal hai
Is tootay huay dil ki awaaz
Kia tu samjhe ab ye jo bikhra haal mera hai
Is tootay huay dil ki awaaz
Sukoon hai Fitoor hai
In beetay lamho main ab ek junoon hai
Sukoon hai Fitoor hai Junoon



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link