Muskan
Anjaani Si Raaho Pe Tum
Apne Se Banke Mile
Manzil Se Bhatka Main Gum Tha Kahin
Rahon Pe Le Tum Chalein
Durr They Kyun Hum Itne
Pass Toh Aao Naa
Roke Hai Maine Kabse Jazbaat Bhi
Mujhko Gale Se Lagao Na
Khoni Hai Neendein Tumhari Baahon Mein Hi
Karni Hai Lambi Baatein Khaali Raahon Mein Hi
Samajh Toh Lete Ho Har Baat Ko
Samajh Lena Jab Kahunga Khamoshi Mein Hi
Tum Aaye Ho Toh
Muskan Bhi Aayi Hai
Tum Aaye Ho Toh
Muskan Bhi Aayi Hai
Aankhon Ko Samjhana Bhi Hai
Tumhein Sheher Tumhare Jaana Bhi Hai
Par Karna Intezaar Jaana Mera Tum Bass
Tumhare Uss Sheher Mein Mujhko
Toh Aana Bhi Hai
Phir Milke Ginengey Woh Taarein
Aur Chaand Ke Woh Saarey Nazarey
Dekh Agar, Taara Tuta Agar
Toh Hai Na Waada
Kehta Rahunga Yeh Haan Main...
Khoni Hai Neendein Tumhari Baahon Mein Hi
Karni Hai Lambi Baatein Khaali Raahon Mein Hi
Samajh Toh Lete Ho Har Baat Ko
Samajh Lena Jab Kahunga Khamoshi Mein Hi
Tum Aaye Ho Toh
Muskan Bhi Aayi Hai
Tum Aaye Ho Toh
Woh Baat Bhi Aayi Hai
Apne Se Banke Mile
Manzil Se Bhatka Main Gum Tha Kahin
Rahon Pe Le Tum Chalein
Durr They Kyun Hum Itne
Pass Toh Aao Naa
Roke Hai Maine Kabse Jazbaat Bhi
Mujhko Gale Se Lagao Na
Khoni Hai Neendein Tumhari Baahon Mein Hi
Karni Hai Lambi Baatein Khaali Raahon Mein Hi
Samajh Toh Lete Ho Har Baat Ko
Samajh Lena Jab Kahunga Khamoshi Mein Hi
Tum Aaye Ho Toh
Muskan Bhi Aayi Hai
Tum Aaye Ho Toh
Muskan Bhi Aayi Hai
Aankhon Ko Samjhana Bhi Hai
Tumhein Sheher Tumhare Jaana Bhi Hai
Par Karna Intezaar Jaana Mera Tum Bass
Tumhare Uss Sheher Mein Mujhko
Toh Aana Bhi Hai
Phir Milke Ginengey Woh Taarein
Aur Chaand Ke Woh Saarey Nazarey
Dekh Agar, Taara Tuta Agar
Toh Hai Na Waada
Kehta Rahunga Yeh Haan Main...
Khoni Hai Neendein Tumhari Baahon Mein Hi
Karni Hai Lambi Baatein Khaali Raahon Mein Hi
Samajh Toh Lete Ho Har Baat Ko
Samajh Lena Jab Kahunga Khamoshi Mein Hi
Tum Aaye Ho Toh
Muskan Bhi Aayi Hai
Tum Aaye Ho Toh
Woh Baat Bhi Aayi Hai
Credits
Writer(s): Dikshant
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.