Baarish Ki Tarah Aana

Saavan aaya tadapan laya
Aao na tum dil ne hai farmaya ×2

Tum aana dhadkano pe saaz ki tarah
Subah suhani bheegi raat ki raat ×2

Baarish ki tarah aana
Mere dil me thahar jana ×2

Usi mod pe tera hai intezar
Aao na milne tum nadiya ke paar
Dil mera chahe main dekhun baar baar
Tujhme tujhse zyada hai mera sansaar

In boondon ki tarah
Baharon ki tarah
Le aao raahatein
Bauchharon ki tarah

Baarish ki tarah aana
Mere dil me thahar jana ×2

Bikhari bikhari zulfon ko
Aa sanwar du
Ulfaton ko karwaye
Intezar kyun
Rooh ka meri
Tum hi to karaar ho
Tumse hoon main
Tumpe hai ye jaanisaar ho

Ye saundhi si mahak
Phoolon ki ye chamak
Bulati hai tumhe
Mere dil ki har kasak

Baarish ki tarah aana
Mere dil me thahar jana ×2



Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link