Shukar Allah
Ghereebi kiya cheez he dekha mene ghor se
Huwa andaza khudke gher k halat se
Per shukar allah mein kehta us zaat se
Wo deta unko takleefey jo mushkilo se lersake
Ghereebi kiya cheez he dekha mene ghor se
Huwa andaza khudke gher k halat se
Per shukar allah mein kehta us zaat se
Wo deta unko takleefey jo mushkilo se lersake
Ghereeb ghar se per izat karna janta hu
Halaat jaise ho shuker allah ka mannta hu
Khudko pehchanta hu k meri aoqat kiya
Tabi mein rab k agay apna ser jhukata hu
Pedta mein school tha sath kerta kam bhi
Us waqt bhi kam kiya jab mein tha jawan nai
Khelne ki umer me bure waqt se khela mene
Or bache nashey na k kabhi unko piya mene
Hain bachpan tha kharab
Per na tha qasoor mera
Mein to shereef tha per duniya ne banaya bura
Q k ghereeb tha uthaya subne mujhse faida
Ghereeb hona mujhe
Lagne laga tha ek gunnah
Phir ek din mujhe yaad aya marna bhi he
Kerliya toba bure kam ab karna nai he
Phir us waqt mene chor diye bure kam
Q k bure kam ka hota bura he anjaam
Ghereebi kiya cheez he dekha mene ghor se
Huwa andaza khudke ghar k halat dekh
Per shukar allah mein kehta us zaat se
Wo deta unko takleefe jo mushkilo se ler sake
Ghereebi kiya cheez he dekha mene ghor se
Huwa andaza khudke ghar k halat dekh
Per shukar allah mein kehta us zaat se
Wo deta unko takleefe jo mushkilo se ler sake
Hain dhowi gadiya mene bhi kisi waqt me
Hain kiya mehnat na k pala kisi ters ne
Jo bhi kamaya mene khula na udaya
Kese paiso ko kerna he use sikha apne gher se
Baap kabari mera kerta tim daba
Mene bhi kera ye kaam bachpen me kaafi dafa
Or meri maa kerti thi jhadupocha banglo me
Bacho k liye in dono ne khud ko mushkil me rakha
Khair hoti zindagi nahi asaan
Kerne partey he aise mushkilo me sare kam
Ghar keriaye ka tha aj apna he makaan
Shukar allah tera tune duniya ka dikhaya chehra
Aise bhi din the jab sadko py tha family mera
Koi madad kerne wala nai tha siwa allah tera
Hath philaye nai bus kerte rahe mehnat hum
Kanto py chaldiya per roka nai apna kadam

Credits
Writer(s): Asif Balloch
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.