Nazaare

Aaa...

Aaya jaise
Main yahan pe
Laage yun
Kya main hun

Itna chhota
Iss jahaan me
Kyun guroor
Main rakhun

Aasman
Yahan rangon bhara

Ye jahaan
Soch se bhi bada

Jaise main
Waise kitne yahan

Bas ye pal
Chhin na jaae ae khuda

Ye Nazaare
Iss jahaan ke

Ye Nazaare
Mere saamne

Ye Nazaare
Iss jahaan ke

Ye Nazaare
Mere saamne
Aaa...
Aaa...

Ye manzar
Ye hawayein
Chhuke jaye
Mujhko yun

Insaan main
Maamuli sa
Tujhse hi main
Tujhme hi main

Aasmaan
Yahan rangon bhara

Ye jahaan
Soch se bhi bda

Jaise main
Waise kitne yahan

Bas ye pal
Chhin na jaae ae khuda

Ye Nazaare
Iss jahaan ke

Ye Nazaare
Mere saamne

Ye Nazaare
Iss jahaan ke

Ye Nazaare
Mere saamne

Aaa...

Ye Nazaare

Ye Nazaare

Ye Nazaare

Ye Nazaare
Mere Saamne

Aaa
Aaa



Credits
Writer(s): Prakhar Kaushik
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link