Tune Jo Na Kaha - Cover

Tune Jo Na Kaha
Main Woh Sunta Raha
Khamkha Bewajah
Khwaab Bunta Raha
Jaane Kiski Humein
Lag Gayi Hai Nazar
Is Shehar Mein Na Apna
Thikana Raha
Door Chahat Se Mein
Apni Chalta Raha
Khamkha Bewajah
Khwaab Bunta Raha
Hmmm Hmmm Hmmm
Dard Pehle Se Hai Jyada
Khud Se Phir Yeh Kiya Waada
Khamosh Nazrein Rahe Bezubaan
Ab Na Pehle Si Baatein Hain
Bolo To Lab Thar Tharatein Hain
Raaz Yeh Dil Ka Na Ho Bayaan
Ho Gaya Ke Aasar
Koyi Hum Pe Nahi
Humsafar Mein Toh Hai
Humsafar Hai Nahi
Door Jaata Raha
Paas Aata Raha
Khamkha Bewajah
Khwaab Bunta Raha
Tune Jo Na Kaha
Main Woh Sunta Raha
Khamkha Bewajah
Khwaab Bunta Raha
Hmmm Hmmm Hmmm



Credits
Writer(s): Sandeep Srivastava
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link