Meri Hai Tu (From "Dil Ke Taale")

Pehli dafa jab mile the ham
Vo aur vo pal the dono haseen
Himmat jutaayi aur badhaaye kadam
Par vo aur vo muskaan phir dikhi nahi

Jaa chuki thi vahaan se vo
Milne par khaabon mein aaj bhi aaye
Baatein sabaan kar ke jaati vo
Aur kehta hoon jab ye vo vaise hi muskuraaye

Meri hai tu, Meri Hai tu
Tu kehti yoon na kaho
Phir sharmaaye kyu
Main ye sabko bataata phirun
Meri hai tu

Bata do koi to hai naam kya uska
Rehti kahaan hai kya pata uska
Jiske khaabon mein gum main aaj kal rehta hoon
Apne hi ghar ka pata bhul jaata hoon

Jise dekha tha jab main dekhta hi reh gaya
Bolna tha kuchh aur hi kuchh keh gaya
Phir vo bhi has kar jo meri us baat par
Kahaan gayi main dekhta hi reh gaya

Jaa chuki thi vahaan se vo
Milne par khaabon mein aaj bhi aaye
Baatein sabaan kar ke jaati vo
Aur kehta hoon jab ye vo vaise hi muskuraaye

Meri hai tu, Meri Hai tu
Tu kehti yoon na kaho
Phir sharmaaye kyu
Bas yahi gungunaate phirun
Meri hai tu, Meri Hai tu
Meri hai tu, Meri Hai tu
Haan mere khaabon mein hi sahi par
Meri Hai tu



Credits
Writer(s): Harry Arora
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link