Halki Barsaat Mein
Ruko zara suno ke hava keh rahi hai
Shuru hui hai jo kahaani aise beh rahi hai
Jaise nadiya ki dhaar mein tairta ho koi sapna
Jaise baadalon ki chhaaon mein ho pehli baarishon ka girna
Ab to halki barsaat mein
Chaandni raat mein
Thode se khoye hain yahaan
Dil ke un raazon ko
Rakhte mehfooz hain
Rehnde dete hain ankahaa
Ae dil, yoon hai bhatakta kyoon
Aur kya chahta hai tu paana
Mushkil, hai raah chunna koi
Jab pata bhi na ho khudka thikaana
Baras-te rahein zindagi ke dikhaye ye nazaare
Taras-te rahein hum, apni khwahishon ko aise pukaarein
Jaise boondon ki bahaar mein bheege patton ka thirakna
Badalte mausamon mein geeli mitti ki khushboo ka bikharna
Ab to halki barsaat mein
Chaandni raat mein
Thode se khoye hain yahaan
Dil ke un raazon ko
Rakhte mehfooz hain
Rehnde dete hain ankahaa
Halki barsaat mein
Chaandni raat mein
Thode se khoye hain yahaan
Shuru hui hai jo kahaani aise beh rahi hai
Jaise nadiya ki dhaar mein tairta ho koi sapna
Jaise baadalon ki chhaaon mein ho pehli baarishon ka girna
Ab to halki barsaat mein
Chaandni raat mein
Thode se khoye hain yahaan
Dil ke un raazon ko
Rakhte mehfooz hain
Rehnde dete hain ankahaa
Ae dil, yoon hai bhatakta kyoon
Aur kya chahta hai tu paana
Mushkil, hai raah chunna koi
Jab pata bhi na ho khudka thikaana
Baras-te rahein zindagi ke dikhaye ye nazaare
Taras-te rahein hum, apni khwahishon ko aise pukaarein
Jaise boondon ki bahaar mein bheege patton ka thirakna
Badalte mausamon mein geeli mitti ki khushboo ka bikharna
Ab to halki barsaat mein
Chaandni raat mein
Thode se khoye hain yahaan
Dil ke un raazon ko
Rakhte mehfooz hain
Rehnde dete hain ankahaa
Halki barsaat mein
Chaandni raat mein
Thode se khoye hain yahaan
Credits
Writer(s): Vishrut Sinha
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.