Ankahi (Reprise)
Tere samne aate meri aankhe num se kyun ho jaati hai?
Shayad vo baatein hi hai wajah jo tujhse na bayaan ho paati hai
Khaali sadke vo sard hawaein, teri hi yaadein dilati hai
Baaton ki baatein karle tu chahe
Aankhe bhala kya jhutlaati hai?
Karde juda mujhko ab tu khudse
Main asmaan ban jaunga
Ho jaegi ye doori bhale par
Hamesha mein saath nibhaunga
Hmmmmm
Honge jab badal gum ke tere sir pe
Mein khushiyon ki baarish karunga
Hogi jo ahat si tujhko raato ko
Vo mein tera naam lunga
Hmmm
Lakho hai baatein batane ki tumko jo
Khwabo me hi kehdi maine
Tu samne ho jo to dekha maine ha
Kuch bhi kaha na is dil ne
Ke tu meri adat jo jaati nahi hai
Mannat si meri ab tu hogai hai
Din tere bin ab dhalta nahi hai
Raatein bhi karwat badalne lagi hai
Haa kuch hai baatein jo ab bhi
Ankahi hai ...
Haa kuch hai baatein ko ab bhi
Ankahi hai ...
Shayad vo baatein hi hai wajah jo tujhse na bayaan ho paati hai
Khaali sadke vo sard hawaein, teri hi yaadein dilati hai
Baaton ki baatein karle tu chahe
Aankhe bhala kya jhutlaati hai?
Karde juda mujhko ab tu khudse
Main asmaan ban jaunga
Ho jaegi ye doori bhale par
Hamesha mein saath nibhaunga
Hmmmmm
Honge jab badal gum ke tere sir pe
Mein khushiyon ki baarish karunga
Hogi jo ahat si tujhko raato ko
Vo mein tera naam lunga
Hmmm
Lakho hai baatein batane ki tumko jo
Khwabo me hi kehdi maine
Tu samne ho jo to dekha maine ha
Kuch bhi kaha na is dil ne
Ke tu meri adat jo jaati nahi hai
Mannat si meri ab tu hogai hai
Din tere bin ab dhalta nahi hai
Raatein bhi karwat badalne lagi hai
Haa kuch hai baatein jo ab bhi
Ankahi hai ...
Haa kuch hai baatein ko ab bhi
Ankahi hai ...
Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.