AE JAHAN

Aay jahan, etni bhi, nafratey na badha
Key pyaar ko, panapney ki, zami hi na milay
Aay jahan, aysey sitam, na aazama
Key dard pey, pighley, aaisa dil hi na bachey
Aayey jahan...

Koyal ki kunk, khamoshiyon mai band hai
Bacchoo ki azadiyan, gali key dahshat mai band hai
Band hai ankey, band hai zaba
Band hai zeyhan, band naujawa
Aayay jahan...

Zindigi ki neymatey, sarhadoon mai band hai
Es dil ki mohabatey, mazhaboon mai band hai
Band hai raham, aur band hai karam, band hai deen, aur band dharam
Aayay jahan...



Credits
Writer(s): Sayed Nisar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link