Falling
Ankhein jo band karun, Tu hi tu dikhai de
Kano mein gunje, Teri boli hi sunai de
Sitam jo fha rahi hai mujhpe wo na dekhti
Par Bina galti ke bhi mujhko safai de
Wo kehti main na baat karti kisi aur se
Maan kar ye baat sunta hu gaur se
Chand waqt ke to aashiq dekhe honge tumne
Par hum tumse mohabbat karte beete daur se
Gussa karke pyaar wo jatati hai
Hai kitni chahat par kabhi na batati hai
Ye soch kar ke kahin dil na Mera dukh jaye
Dard ke bhi aansu ko pee jati hai
Hota hai dukh jab aansu tere behte hai
Hota hai dard jab hum door door rehte hai
Shayad khabar na ho tujhe iss baat ki
Aawaz na Teri sunu to
Ye sansein bhi ruk jaati hai
Door se hi dekh ke muskurate hain
Chidha chidha kar, pyaar bhi jatate hain
Jab baate hoti na hai karne ko fir bhi
Pata nahi kab kaise ghanto beet jate hai
Chupke chupke wo mujhko hai jhankti
Bus ke peeche meri raah bhi taakti
Bhale hi kitna chhupalu usse dard apna
Bin bataye hi meri mushkilen hain bhanpti
Dil hai Mera par sansein uske paas hi hai
Ratein meri par neend usse raazi hai
Wo baal khol ke jab chalti hai bagano mein
Uske husn ka kayal aaj to khuda bhi hai
Subah subah Teri fikron mein beet ti
Din mein aankhein bas tujhko hai dekhti
Sham ka har haseen khayal hai tu
Raton mein tu mere khwabon se hai khelti
Kano mein gunje, Teri boli hi sunai de
Sitam jo fha rahi hai mujhpe wo na dekhti
Par Bina galti ke bhi mujhko safai de
Wo kehti main na baat karti kisi aur se
Maan kar ye baat sunta hu gaur se
Chand waqt ke to aashiq dekhe honge tumne
Par hum tumse mohabbat karte beete daur se
Gussa karke pyaar wo jatati hai
Hai kitni chahat par kabhi na batati hai
Ye soch kar ke kahin dil na Mera dukh jaye
Dard ke bhi aansu ko pee jati hai
Hota hai dukh jab aansu tere behte hai
Hota hai dard jab hum door door rehte hai
Shayad khabar na ho tujhe iss baat ki
Aawaz na Teri sunu to
Ye sansein bhi ruk jaati hai
Door se hi dekh ke muskurate hain
Chidha chidha kar, pyaar bhi jatate hain
Jab baate hoti na hai karne ko fir bhi
Pata nahi kab kaise ghanto beet jate hai
Chupke chupke wo mujhko hai jhankti
Bus ke peeche meri raah bhi taakti
Bhale hi kitna chhupalu usse dard apna
Bin bataye hi meri mushkilen hain bhanpti
Dil hai Mera par sansein uske paas hi hai
Ratein meri par neend usse raazi hai
Wo baal khol ke jab chalti hai bagano mein
Uske husn ka kayal aaj to khuda bhi hai
Subah subah Teri fikron mein beet ti
Din mein aankhein bas tujhko hai dekhti
Sham ka har haseen khayal hai tu
Raton mein tu mere khwabon se hai khelti
Credits
Writer(s): Aayush Chauhan
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.