Tishnagi
Tere pyaar mein
Main toh jal raha
Teri yaad mein
Main toh dhal raha
Teri dil ki Tishnagi mein, main yuhin
Har raah har pal bhatak raha
Tere pyaar mein
Main toh jal raha
Teri yaad mein
Main toh dhal raha
Teri dil ki Tishnagi mein, main yuhin
Har raah har pal Bhatak raha
Yaad hai pal jo sath mein beetaye the
Ab bas yaad aur yaadon ki numaishein
Log kehte kyu karta hu pyaar main
Main karta hu pyaar, na dhundta mein faidey
Yeh baatein gehri yaha baat ho rahi dil se
Theek se soya bhi main kaha uss din se
Hue hum juda jabki pakda tera haath
Kya hua mera haal tu aake tere bin dekh
Main toh kho-sa raha khud ko ab
Har din raahein bhi badalti hain
Mene socha itna sab kuch kyu
Par yeh baatien bhi ab chubti hai
Hua hu khafa jhagde dil-dimaag
Dikhta shant, par sar mein aag
Jo tu puche mujhse mera haal
Zindagi bani bina soor aur taal
Tera jo saaya
Jo tune churaya
Duniya ne fir se rulaya
To aaja samaaja in baahon mein meri
Aur na kar tu paraaya
Main toh jal raha
Teri yaad mein
Main toh dhal raha
Teri dil ki Tishnagi mein, main yuhin
Har raah har pal bhatak raha
Tere pyaar mein
Main toh jal raha
Teri yaad mein
Main toh dhal raha
Teri dil ki Tishnagi mein, main yuhin
Har raah har pal Bhatak raha
Yaad hai pal jo sath mein beetaye the
Ab bas yaad aur yaadon ki numaishein
Log kehte kyu karta hu pyaar main
Main karta hu pyaar, na dhundta mein faidey
Yeh baatein gehri yaha baat ho rahi dil se
Theek se soya bhi main kaha uss din se
Hue hum juda jabki pakda tera haath
Kya hua mera haal tu aake tere bin dekh
Main toh kho-sa raha khud ko ab
Har din raahein bhi badalti hain
Mene socha itna sab kuch kyu
Par yeh baatien bhi ab chubti hai
Hua hu khafa jhagde dil-dimaag
Dikhta shant, par sar mein aag
Jo tu puche mujhse mera haal
Zindagi bani bina soor aur taal
Tera jo saaya
Jo tune churaya
Duniya ne fir se rulaya
To aaja samaaja in baahon mein meri
Aur na kar tu paraaya
Credits
Writer(s): Hammad Alam
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.