Janam Fida e Ahmadi
Nabi mere nabi nabi mere nabi
Har su sada e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Hum dil o jaan se hai fida e nabi
Hum uthaye huwe hai liwaye nabi
Hai labow per hamare sanaye nabi
Hai dilo me hamare razaye nabi
Hai nigaah e karam dard e dil ki dawa
Surmaye chasm hai khake paye nabi
Nabi mere nabi
Har su sadaye Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Rahen dunya mein jitni hain batil hai wo
Rah e haq hai wahi jo dikhaye nabi
Wo rasool e khuda khatam ul ambiya
Haq pe the un se pehle jo aaye nabi
Hai magar muftari aur kazzab hai
Baad main un ke jo ban ke aaaye nabi
Nabi mere nabi
Har su sadaye Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Kufr o batil ka jis dum andhera huwa
Sham e haq le ke tashreef laaye nabi
Wo Habib e khuda Ahmed e Mustafa
Wo jo nabiyon ke sardar aaye nabi
Jis ki madhe nabi mein zubaan tarr rahe Hai
Hai wahi shayir e kush nawa e nabi
Nabi mere nabi
Har su sadaye Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi nabi nabi
Har su sada e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Hum dil o jaan se hai fida e nabi
Hum uthaye huwe hai liwaye nabi
Hai labow per hamare sanaye nabi
Hai dilo me hamare razaye nabi
Hai nigaah e karam dard e dil ki dawa
Surmaye chasm hai khake paye nabi
Nabi mere nabi
Har su sadaye Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Rahen dunya mein jitni hain batil hai wo
Rah e haq hai wahi jo dikhaye nabi
Wo rasool e khuda khatam ul ambiya
Haq pe the un se pehle jo aaye nabi
Hai magar muftari aur kazzab hai
Baad main un ke jo ban ke aaaye nabi
Nabi mere nabi
Har su sadaye Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Kufr o batil ka jis dum andhera huwa
Sham e haq le ke tashreef laaye nabi
Wo Habib e khuda Ahmed e Mustafa
Wo jo nabiyon ke sardar aaye nabi
Jis ki madhe nabi mein zubaan tarr rahe Hai
Hai wahi shayir e kush nawa e nabi
Nabi mere nabi
Har su sadaye Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi
Janam fida e Ahmadi
Mere nabi nabi nabi nabi nabi
Credits
Writer(s): Mohammed Hasani
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
Altri album
- Suye Falak Haseen Sa Ek Raasta Huwa (feat. Abdul Hadi) - Single
- Bazi Phir Hum Ne Mari Hai - Single
- Aao Hum Eid Mil Kar Guzare - Single
- Jamatul Muslimeen Bhatkal Tarana - Hazar Saal (feat. Abdullah Razi SM) - Single
- Aye Rahiye Rah e Rushd o Huda - Single
- Hamd Sara Hai, Sunbul o Raihaan (feat. Mohammed Ahmed Ruknuddin) - Single
- Noor e Sahar (feat. Hood Siddibapa) - Single
- Hamare Pyare Abbu Jaan (feat. Abdul Ali & Abdul Mubdi) - Single
- Eid e Qurban (feat. Abdul Hadi, Abdul Mubdi & Abdul Ali) - Single
- Dour e Zulmat Me Hai Tu Chamakti Kiran (feat. Abdullah Razi SM) - Single
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.