Toh kya hota..?
Sochta hoon raato ko, baitha mai andhere me
Tu hoti saath toh phir kya hota.?
Kya hi fir din hote aur kya hi hoti shaame
Tanhai me tab naa mera dil rota
Saath tere chalta mai thandi uss ret pe
Ghaas ke maidan me ek ghar hota
Pure pure din khoya rehta teri baaton me
Aur baahon me guzarta har ek pal hota
Tu humsafar hota, toh suffer bhi maza hai
Tera door jaana, mere pyaar ki saza hai
Jaise behti hawa hai is khuli si fiza me
Mai chal pada aaj phir teri hi disha me
Voh gali mujhe yaad tere ghar tak le jaaye jo
Dil me abb bhi kaid, tune raaz the bataye jo
Mod uss sadak hai aaj bhi intezaar me
Jo guzre the kal, naa laut ke hain aaye voh
Nadi bhi voh sookh gayi, ped bhi murjha gaye
Janwar bhi sab voh ret me sama gaye
Kho gaya chaand bhi Roke baadalon me
Suraj ki roshni ko gham mere khaa gaye

Uss mohalle me ghusa kuch log Mile mujhe
Jo jaante the mujhe aur jaante the tujhe
Mujhse haal pucha tera maine bola tu hai theek
Ek muskaan si leke mai badh gaya aage
Usi mohalle me kabhi tha makaan mera
Usi mohalle me abhi bhi makaan tera
Mai khada tha chaukhat pe dastak bhi di
Par darwaza tera bhul chuka naam mera
Mai mudd gaya peeche aur chal pada door
Naa koi galti hai teri, kudrat ka kasoor
Mujhse door jaao, meri cheen lo kalam
Meri jaan lelo aur mujhe dedo sanam
Mujhe dedo Janam bass ek aur baar
Ek baar pura karu apne dil ka bharam

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.