Bewajah
Mere saamne hai baithi, teri aankhon me mai dekhu
Yaa ho jaaun khush ke mai laakhon me se ek hoon
Yaa karoon tujhse baatein aur sab kuch mai keh doon
Ke bolu tu hai kaagaz aur mai tera faiz hoon
Aur likhu tujhpe shayari bass, tujhpe hi geet likhu
Tujhe maanu apna, tujhko hi meet likhu
Sunu tere kisse aur khoya rahoon baaton me
Karoon mehsoos jo hai jaadu mulaqaaton me
Khaali sadkon pe phir bewajah hi ghume
Aur Bewajah hi phir ek dusre ko chume
Aur khoye guftagu me, ek dusre me gumm
Aur khoye guftagu me, ek dusre me gumm
Aur baarish jo aaye toh phir saath me hi bheege
Saath me hi haare aur hum saath me hi jeete
Aur geeli Zulfon se thoda chidak dena pyaar
Aur keechad se bachaun tumhe guzre jo car
Mai banjaunga pyaas aur tum ban jaani paani
Tere mooh se nikle bol mere liye gurbaani
Aur mai hi banu har teri hasi ki vajah
Aur karoon izhaar, har roz bewajah
Aur khoye guftagu me, ek dusre me gumm
Aur hum khoye guftagu me, ek dusre me gumm
Phir haathon me haath deke dekhe puri duniya
Hum gum ek dusre me dekhe puri duniya
Naa kisise farak naa hi kisa ka koi darr
Manzil ko dhunde dono, bane humsafar
Aur ruth jaana tum, jo hum kabhi kabhi lade
Manaunga mai tumhe likhke gaane bade bade
Kabhi mann kare rone ka toh kandha mere paas hoga
Tum giro jo uthaane wala mera hi haath hoga
Taaron ke neeche hum raatein guzarenge
Chaand ki hi roshni me ek duje ko nihaarenge
Phir Ek din achanak hi pehna dunga ring
Aur pyaar se hi handle karu tere mood swings
Aur Sunu tere kisse aur khoya rahoon baaton me

Credits
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2024 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.