Commutiny Pravah feat. Kartik Mishra, Shivendra Singh, Harshwardhan Singh Negi & Democratic Lab - YES Foundation -
Roshni
Roshni
Dil ke shamma ko raushan karo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Dil ke shamma ko raushan karo
Kabhi chalaate hue
Waqt ki mod par
Man fisalne lage
Apne chaaron taraf jab andhera dikhe
Ek savera jo raaton se
Kuchh door reh kar pukaare tumhein
Aur bole tumhen
Dil nagar ko charaagaan tum kro
Roshni ke tum muhaafiz bano
Dil ki shamma ko raushan karo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Subah kuchh door hai
Ye andhere
Jo baki bache hain yahaan
Ye bhi dhalane ko hain
Dil ki ungali pakad
Tere khwaab-o-khyaal
Abhi chalane ko hain
Aur udane ko hain
Raat dhalane ko ha
Khaali haathon mein dastak bharo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Dil ki shamma ko raushan karo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Vo awazein jo bikhari huyeen hain
Sadak ke kinaron mein
Jo fansi huee hain saalon se
Andhe ujaalon mein
Yoon hi baithe baithaye
Bina dukh uthaaye
Bina kuchh bhi samajhe
Jo kuchh bhi sunoge
Use maan loge
Ghalat jaan loge
Na kisi ki suno
Na kisi ki kaho
Un awaazon ko ab tum bachaalo na
Un awaazon ko naghmon mein dhaalo na
Un awaazon ko ab tum bachaalo na
Un awaazon ko naghmon mein dhaalo na
Dil kee shamma ko raushan karo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Dil kee shamma ko raushan karo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Dil kee shamma ko raushan karo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Dil kee shamma ko raushan karo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Roshni ke tum muhaafiz bano
Dil ke shamma ko raushan karo
Kabhi chalaate hue
Waqt ki mod par
Man fisalne lage
Apne chaaron taraf jab andhera dikhe
Ek savera jo raaton se
Kuchh door reh kar pukaare tumhein
Aur bole tumhen
Dil nagar ko charaagaan tum kro
Roshni ke tum muhaafiz bano
Dil ki shamma ko raushan karo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Subah kuchh door hai
Ye andhere
Jo baki bache hain yahaan
Ye bhi dhalane ko hain
Dil ki ungali pakad
Tere khwaab-o-khyaal
Abhi chalane ko hain
Aur udane ko hain
Raat dhalane ko ha
Khaali haathon mein dastak bharo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Dil ki shamma ko raushan karo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Vo awazein jo bikhari huyeen hain
Sadak ke kinaron mein
Jo fansi huee hain saalon se
Andhe ujaalon mein
Yoon hi baithe baithaye
Bina dukh uthaaye
Bina kuchh bhi samajhe
Jo kuchh bhi sunoge
Use maan loge
Ghalat jaan loge
Na kisi ki suno
Na kisi ki kaho
Un awaazon ko ab tum bachaalo na
Un awaazon ko naghmon mein dhaalo na
Un awaazon ko ab tum bachaalo na
Un awaazon ko naghmon mein dhaalo na
Dil kee shamma ko raushan karo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Dil kee shamma ko raushan karo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Dil kee shamma ko raushan karo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Dil kee shamma ko raushan karo
Roshni ke tum muhaafiz bano
Credits
Writer(s): Kartik Mishra
Lyrics powered by www.musixmatch.com
Link
© 2025 All rights reserved. Rockol.com S.r.l. Website image policy
Rockol
- Rockol only uses images and photos made available for promotional purposes (“for press use”) by record companies, artist managements and p.r. agencies.
- Said images are used to exert a right to report and a finality of the criticism, in a degraded mode compliant to copyright laws, and exclusively inclosed in our own informative content.
- Only non-exclusive images addressed to newspaper use and, in general, copyright-free are accepted.
- Live photos are published when licensed by photographers whose copyright is quoted.
- Rockol is available to pay the right holder a fair fee should a published image’s author be unknown at the time of publishing.
Feedback
Please immediately report the presence of images possibly not compliant with the above cases so as to quickly verify an improper use: where confirmed, we would immediately proceed to their removal.