Satya Asatya

Satya hii Asatya hai
Zindagi Rahsya hai
Satya hii Asatya hai
Sansani Avashya hai
Unkahi samasya hai

Satya hii Asatya hai
Zindagi Rahsya hai
Satya hii Asatya hai
Sansani Avashya hai
Unkahi samasya hai

Satya hi Asatya hai! Zindagi rahasya hai
Khalbali hai harjagah! Badhta jarah kasht hai
Prakruti se janame hum! Kyu karte jarey nasht hai?
Desh mera bhrasht adha paiso ki hawas me
Bhagwan ke ye naam pe, bhajan karte roz hai
Kathor inka mann karte thaliyo me ched hai
Na-pak inki soch, ye naqaab pehne ghumtey
Jaath-paath ka ye naam leke sabko loottey
Kon hu me?
Khudse pucha karta roz hu me
Kon hu me?
Tere ch-(ar)-itra ko ha rang do me
Kon hu me?
Tera mitra, yaar, dost hu me
Kon hu me?
Mandbudhiyo ko soch du me
Hatho me kalam mere baato me hai dum
Baba sarey dhongi yahpe fukey sirf chillum
Karte pooja ped ki, na bolte ye tab
Jab katey sarey vruksh, kuch na boltey ye bhakt
Yahpe Seena jhapti hoti
Shakahari khata boti
Yahpe Geeta ki na izzat
Saarey kasamey khatey jhutti
Yahpe Roza rakhte sab
Kitne sache hai namazi?
Yahpe dharm hai anek
Bhaichara bhaens/bhay se khati
Yahpe karm ki na parwah, sarey sharm khake baithe
Yahpe Zindagi hai khauf
Mann me darr bithake baithe
Yahpe ladke chaiye sabko, betiyoko ye nakare
Yahpe sadke nahi surakshit, tu kaha ka chawkidaar ha

Satya hii Asatya hai
Zindagi Rahsya hai
Satya hii Asatya hai
Sansani Avashya hai
Unkahi samasya hai

Satya hii Asatya hai
Zindagi Rahsya hai
Satya hii Asatya hai
Sansani Avashya hai
Unkahi samasya hai

Satya hi asatya hai zindagi rahasya hai
Badhti jaa rahi Abadi aane wala kaal hai
Iss desh ke tirange ko Salam Karta Dil se vaise
Toh aa jata mai surkhiyoon mey sabkey
Var dat maar kaat jaat paat bhadve jaat ke wajah sey
Kyu koi taye karegaa meri zindagi
Mai jeena cahta khudsey
Sach mey, par yaha pey
Safed poshaak ke peechey kaaley mann ka neta baithaa aur uskey saath
Khakhee vardee vaaley dikhatey garmi lekar hatoon mey lathi hath kadi
Daag du mai goli seeney par uskey jisney
Buri aankh merey desh pey jo daali
Kyuke
Yaha par
Shatroon sey bhari hai sabke zindagi
Mai na rok pata khudkoo par sawaal rok letey mujhkoo
Sunloo yaha pey kitney ladkey bigdey Hip-Hop ke peechey
Mala farak padat nai
Koi na vaidh paidaa ab tak joo theek kar dey sabkee mansik bimaari
Kabhi kabhi hai lagta kaun hu mai
Sahee galat parakh na pata chotey kaun hu mai
Majboor hu mai
Kehney ko yeh waqt na sahi
Duniyaa dobee hai paison ke daldal mey
Aur hum khoye hai kahee sangeet ke samandar mai
Aniket mera yaar kehtaa sirf Satya
Tere bhejey mey toh daal kahi

Satya hii Asatya hai
Zindagi Rahsya hai
Satya hii Asatya hai
Sansani Avashya hai
Unkahi samasya hai
Satya hii Asatya hai
Zindagi Rahsya hai
Satya hii Asatya hai
Sansani Avashya hai
Unkahi samasya hai



Credits
Writer(s): Aniket Sarigaonkar
Lyrics powered by www.musixmatch.com

Link